Shaadi Ke Baad

Shaadi Ke Baad – 86

Shaadi Ke Baad – Part 86 story update Shaam hone ko aayi thi aur Iqbal ab tak ghar nahi pahucha tha. Supriya ki bechaini har minute ke saath badti jaa rahi thi aur uske mann mein bure bure khayal chal rahe they. Kahin Lucknow mein Iqbal pakda toh nahi gaya tha. Ya kah. Woh rasoi ghar mein raat ke khane mein Rubina ka haath bata rahi thi ki kaam karte karte uske aankhon se ek aasu beh kar neeche tapka. Update 84 Shaam hone ko aayi thi aur Iqbal ab tak ghar nahi pahucha tha. Supriya ki bechaini har minute ke saath badti jaa rahi thi aur uske mann mein bure bure khayal chal rahe they. Kahin Lucknow mein Iqbal pakda toh nahi gaya tha. Ya kahin woh use yahan chhod kar bhaag toh nahi gaya tha? Woh koshish karti ke dimaag mein se is khayalo ko nikaal de, par woh reh reh kar use sata rahe they. Woh rasoi ghar mein raat ke khane mein Rubina ka haath bata rahi thi ki kaam karte karte uske aankhon se ek aasu beh kar neeche tapka. Rubina ko uski halat kharab hoti dikh rahi thi – Kya hua… itni pareshaan kyu ho rahi ho… woh aa jayega… kahin fas gaya …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker