Shaadi Ke Baad

Shaadi Ke Baad – 85

Shaadi Ke Baad – Part 85 story update Doosre din Iqbal shehar jaane ke liye subah tayyar ho raha tha. Supriya uske saath kamre mein hi khadi thi. Uske mann mein bechaini aur pet mein ghabrahat ke maare titliyaan si machal rahi thi. Pata nahi wahan Lucknow mein kya hon. Supriya ne dheere se kaha – Aap bilkul savdhaan hokar rehna… aur Vikram ke elawa kisi se baat mat karna… Update 83 Doosre din Iqbal shehar jaane ke liye subah tayyar ho raha tha. Supriya uske saath kamre mein hi khadi thi. Uske mann mein bechaini aur pet mein ghabrahat ke maare titliyaan si machal rahi thi. Pata nahi wahan Lucknow mein kya hone wala tha. Supriya ne dheere se kaha – Aap bilkul savdhaan hokar rehna… aur Vikram ke elawa kisi se baat mat karna… Iqbal ne Supriya ki aur bina dekha kaha – Jee madamji…  Supriya ke mann mein jo tha woh apne aap ko bolne se rok nahi paayi – Aap bas apna khayal rakhna, baki kuch ho ya na ho sab theek hai… Iqbal ke chhehre par halki si muskurahat aa gayi aur usne Supriya ki aur dekha. Supriya ne apna chhehra doosri aur fer liya taaki woh uske chhehre par aa rahe bhav ko na pad paaye. Iqbal – Aap befikr rahiye… main bas yun gaya aur yun wapas aaya… sab theek ho jayega… Related Articles Shaadi Ke Baad – 120 11 hours ago Shaadi Ke Baad – 119 11 hours ago Shaadi Ke Baad – 118 11 hours ago Shaadi Ke Baad – 117 11 hours ago Par uske bolne se Supriya ki fikr kahan kam hone wali thi. Supriya ne Iqbal ko uska bag thamaya, aur woh use apne kandhe par taangte hue bahar ki aur nikal gaya. Supriya kuch pal ke liye kamre mein hi khadi reh gayi. Iqbal tab tak seediyon se neeche aa gaya tha aur usne dekha ki Supriya uske peeche nahi khadi thi. Usne upar ki aur dekha ki use ek baar Supriya ki shakal dikh jaye, par woh …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker