Shaadi Ke Baad

Shaadi Ke Baad – 114

Shaadi Ke Baad – Part 114 story update Supriya ek chhoti si rasoi mein khadi khaana bana rahi thi. Chaar hafte ho chuke they use yahan apni is nayi zindagi mein aaye hue aur har din pichhle din se kafi alag lagta tha. Woh khana banate banate is chaar hafton mein jo kuc. Us din, jaise hi auto train station par ruka, woh tezi se bhaagti hui andar gayi. Uske liye ye sab kisi film ke scene se kam nahi tha. Saamne wale platform par Iqbal aur Hina baithe hue they aur unhon. Update 111 Supriya ek chhoti si rasoi mein khadi khaana bana rahi thi. Chaar hafte ho chuke they use yahan apni is nayi zindagi mein aaye hue aur har din pichhle din se kafi alag lagta tha. Woh khana banate banate is chaar hafton mein jo kuch hua use yaad karne lagi. Us din, jaise hi auto train station par ruka, woh tezi se bhaagti hui andar gayi. Uske liye ye sab kisi film ke scene se kam nahi tha. Saamne wale platform par Iqbal aur Hina baithe hue they aur unhone uski aur nahi dekha tha. Usne zor se Hina ko aawaz di aur Hina ka udaas chehra ekdam se badal gaya. Woh idhar udhar dekhte hue apni chachi ko dhoondne lagi. Supriya jaldi se bridge par chadhte hue doosre platform par pahuchi aur Hina ke gale lag gayi. Iqbal use wahan dekh kar hairaan tha par uske chehre par bhi ek halki si muskaan aa gayi thi. Woh is baar unke saath apni poori marzi se jaa rahi thi, kisi mazboori ya …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker