Shaadi Ke Baad

Shaadi Ke Baad – 87

Shaadi Ke Baad – Part 87 story update Subah Supriya ki aankh khuli toh Iqbal dheere se uska sir apne seene se takiye par rakh raha tha. Shayad woh poori raat Iqbal se chipke ho so gayi thi. Use is baat ka ehsaas hi nahi hua. Supriya ne turant hi apni aankhein band kar. Iqbal bina koi aawaz kiye bistar se neeche utra aur apne kapde badalne laga. Shayad woh subah ki namaaz ke liye jaha raha tha. Bahar abhi bhi kafi andhera hi tha, par Supriya ko Iqbal ke shareer ki ch. Update 85 Subah Supriya ki aankh khuli toh Iqbal dheere se uska sir apne seene se takiye par rakh raha tha. Shayad woh poori raat Iqbal se chipke ho so gayi thi. Use is baat ka ehsaas hi nahi hua. Supriya ne turant hi apni aankhein band kar li, woh nahi chahti thi Iqbal ko pata chale ki woh jagi hui hai. Iqbal bina koi aawaz kiye bistar se neeche utra aur apne kapde badalne laga. Shayad woh subah ki namaaz ke liye jaha raha tha. Bahar abhi bhi kafi andhera hi tha, par Supriya ko Iqbal ke shareer ki chhavi saaf dikhayi de rahi thi. Uska bada lamba sa shareer, chaudi chhaati aur majboot kandhe. Inhi kandhon ka sahara le kar toh woh kal raat so gayi thi. Kal raat ke baare mein sochte hi uski aankhon mein fir se udaasi si chhaane lagi thi. Aisa lag raha tha ki jaise uski jindagi ka maqsad hi khatam ho gaya tha. Na Vikram yahan aane wala tha, na woh Atul ya apne ghar wapas jaa sakti thi, aur uski shaadi Iqbal se ho chuki thi.  Iqbal kapde badal kar kamre se bahar jaa chuka tha. Supriya abhi bhi bistar par padi hui apni kismat par ro rahi thi. Aankhon se abhi aansu toh nahi beh rahe they, par …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker