Shaadi Ke Baad

Shaadi Ke Baad – 88

Shaadi Ke Baad – Part 88 story update Iqbal ne fir se dheere se Supriya ki peeth ko sehlaya, jisse Supriya ka badan kaanp sa utha. Abhi abhi Iqbal kya keh gaya tha. Supriya – Iqbal jee… ye aap kya keh rahe hai… main toh aapki madam ji hoon na… Update 86 Iqbal ne fir se dheere se Supriya ki peeth ko sehlaya, jisse Supriya ka badan kaanp sa utha. Abhi abhi Iqbal kya keh gaya tha. Supriya – Iqbal jee… ye aap kya keh rahe hai… main toh aapki madam ji hoon na… Iqbal ne apne dono haath Supriya ke kandho par rakhe par apna muh uske paas lekar aaya – Aap meri madamji ho…. aur aap meri sab kuch ho… main aapse sach kahu toh, aap mujhe bohot jyada pasand hai… aur waise toh ab aap meri biwi bhi hain… aapne bhi is shaadi ko kabool kiya tha… Iqbal ne Supriya ke kandhe par haath rakhte hue use apni aur moda. Supriya ne Iqbal ki shakal ki aur dekha, aaj usme ek alag si chamak aur bhook dikhayi de rahi thi. Supriya ne jaldi se apni aankhen jhuka li. Supriya ka gala buri tarah sookh raha tha – Haan… par woh toh… maine nahi socha tha ki hum dono aise ek doosre ke saath… woh toh bas Vikram ke aane tak… Iqbal – Par woh toh ab aane wala nahi hai… usne aapko chhod diya…. aur main aapko beinteha chahta hoon… hamari shaadi ko ek mahina hone ko aaya hai, aur aap mere saath poori tarah mehfooz rahi hai… aap maanti hai ye baat ya nahi… Related Articles Shaadi Ke Baad – 120 12 hours ago Shaadi Ke Baad – …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker