Kahani mein supriya Iqbal ki bike ke peeche baithe hue buri tarah se kaanp rahi thi. Usne Iqbal ko kas ke pakda hua tha, maano agar usne dheela chhoda toh woh. Ja Supriya ne Iqbal ki peeth par halke se haath thapthapa ka usee bike roke ka ishaara kiya - Iqbal….
Shaadi Ke Baad – Part 76 story update
Supriya Iqbal ki bike ke peeche baithe hue buri tarah se kaanp rahi thi. Usne Iqbal ko kas ke pakda hua tha, maano agar usne dheela chhoda toh woh. Jab tak woh Rahul ke ghar par thi uske andar gusse ka ek alag hi ufan tha, par ab. Supriya ne Iqbal ki peeth par halke se haath thapthapa ka usee bike roke ka ishaara kiya – Iqbal….
Update 74
Supriya Iqbal ki bike ke peeche baithe hue buri tarah se kaanp rahi thi. Usne Iqbal ko kas ke pakda hua tha, maano agar usne dheela chhoda toh woh. Jab tak woh Rahul ke ghar par thi uske andar gusse ka ek alag hi ufan tha, par ab jaise jaise woh aavesh thanda pad raha tha uski ghabrahat badti jaa rahi thi. Kahin Rahul ne jo kuch hua uske baare mein kisi ko bata diya toh? Uski aankhon ke saamne andhera sa chhaa gaya aur aisa lagne laga ki woh bas chakkar khaa kar bike se neeche hi gir jayegi.
Supriya ne Iqbal ki peeth par halke se haath thapthapa ka usee bike roke ka ishaara kiya – Iqbal….
Par uski aawaz itni dheemi thi ki woh bahar hi nahi nikli. Usne fir ek baar zor se Iqbal ki peeth par thapki di. Is baar Iqbal ne sheeshe mein jhaank kar Supriya ka chhehra dekha aur woh turant samajh gaya.
Iqbal – Madamji… bas ek min… main abhi bike rokta hoon…
Kuch hi palo baad Iqbal ne bike ko sadak ke kinare roka. Supriya jhatke se bike se neeche utri aur apne dono haath aur sir bike ki seat par tikakar khadi ho gayi.
Iqbal bhi Supriya ko iss halat mein dekh kar pareshaan ho gaya – Aap theek toh hai na…
Related Articles
Shaadi Ke Baad – 120
11 hours ago
Shaadi Ke Baad – 119
11 hours ago
Shaadi Ke Baad – 118
11 hours ago
Shaadi Ke Baad – 117
11 hours ago
Supriya ne apna sir halke se uthaya, uski saansein tez chal rahi thi – Nahi… woh… wahan… hamne use… oh god… agar usne kisi ko bata diya…
Iqbal ne halke se Supriya ke kandhe par haath rakha – Aap ghabraye nahi… kuch nahi hoga… kisi ko kuch batane layak nahi chhoda maine use… aapko paani chahiye kya?
Supriya ne haan mein sir hilaya. Iqbal ne bike ke handle par tange thaile se ek botal nikali.
Woh ek pal ke liye ruka – Ye lijiye madamji… par ye shayad meri jhoothi..
Supriya ne uski poori baat suni bhi ya nahi, ya fir use is samay bas paani chahiye tha. Usne jhat se Iqbal ke haath se botal li aur use muh lagate hue kuch ghoont pee liye.
Paani peene se use thodi rahat mili aur uski aawaz bahar nikli – Aapne bahut maara use… uska khoon bhi nikal raha tha…
Iqbal – Mere hisaab se toh kam hi maara hai… ek do haddi toh tod hi deni chahiye thi…
Supriya – Nahi nahi… bas utna hi theek tha… aur fir aapne uske muh mein…
Supriya ye bolte hi sharma gayi aur usne apni aankhein neeche kar li.
Iqbal – Woh main bas gusse mein behak gaya tha… usne aapke saath jo karne ki baat ki thi… par madamji, main waisa nahi hoon!
Supriya ko kuch samajh nahi aaya – Waisa kaisa?
Iqbal – Wohi jo kuch log mardo ke saath karna pasand karta hai… mujhe waisa kuch pasand nahi hai… kahin aap mujhe galat na samajh le…
Supriya ne fauran kaha – Ohh nahi… maine toh kuch aisa socha hi nahi…
Iqbal thodi rahat ki saans lete hue bola – Fir theek hai… ye pehli baar hi tha maine apna l… mera matlab aisa kuch kiya ho… acha bhi nahi laga ye sab karke… mera matlab mujhe waise acha lagta hai… par ladkiyon ke muh mein daalna…
Supriya ne sharmate hue use toka – Main samajh gayi, bas bas… aur samjhane ki jaroorat nahi hai…
Iqbal jhep gaya – Maaf kijiye… lagta hai main kuch jyada hi bol gaya…
Supriya – Nahi nahi… maafi kyun… agar aap wahan nahi hote toh pata nahi aaj kya ho …