Update-96
ghar main kabita aur sunidhi akash ko le kar paresan ho rahe the …
sunidhi-didi kab sai gaye hai wo, aur aabtak nahi aaye
kabita-haan pata nahi kya kya karwa rahe honge uske haath bhi sahi nahi huya hai aabtak to kaha wo amma kai saath
sunidh-wo kya karengi
kabita-pata nahi , tu ja kar dekh aa
sunidhi-aayse kaam mai aap mujhe hamesha aage kyu kar deti ho
kabita-tu choti hai meri ise liyea, aur tere liyea itne kuch kai hai to mere liyea bhi thoda kar li
sunidhi-kayse
Related Articles
Ghar Ka Sikandar – 90
3 hours ago
Ghar Ka Sikandar – 89
3 hours ago
Ghar Ka Sikandar – 88
3 hours ago
Ghar Ka Sikandar – 87
3 hours ago
kamini-didi wo zamindaar ji kaha hai
kabita-tere maa ki sang hai
kamini-hai hai ,wo kaha ise umar mai zamindaar ji kai saath hai
sulochana-maa ki saath?
kamini-aare thodi na kuch kar rahe rahe hogi zamindaar ji kai saath jo aayse bol rahe hai
savnam-kya baate chal rahe hai
sulochana-aare tu kyu aaye niche , tu chal nahi pa rahe hai
bolte huye sulochana savnam ki paas chali jati hai aur usko sofe mai baita deti hai
savnam-wo main dekhne aaye hu ki chal kya raha hai niche ?
kabita-yea jagha teri liyea nahi hai savnam ja uper ja
savnam-aap bhi mujhe dathne lagi ho badi maa, aab to mujhe koi bhi pyaar nahi karta
kabita-aare tu ise liyea dahnt khati hai kyu ki tu ise ghar ki ek lauti ladli hai aur hum 4ro ki ladli , hai na ?
kamini/sunidhi/sulochana- haan haan
savnam khus ho jati hai – kya?! wow akash bhaiya sai bhi zayda?
kamini-tu kuch jayda bade sapne nahi dekh rahe hai
savnam-aap to chup raho **[img=27×0]https://cdn.jsdelivr.net/gh/joypixels/[email protected]/png/64/1f61d.png[/img]
kamini-dekhoo didi dekho isko
kabita-hehe
kamini-sulochana teri beti tho din ba din bigadti ja rahe hai , …