Arundhati aur Dhirendra ke saath Raghunath se judi ghatnayein is hisse mein ek alag pehlu saamne laati hain. Faislon aur chhupe pehluon par dhyan jaata hai aur kahani ke agle kadam ka sandarbh banta hai.
Update-101
Daadi aapne aapko bachane kai alaba koi aur chara nahi pati jiise usko sare sachai akash,kabita aur dhirendra kai aage batane lagg jati hai ek ek kar ki , jiismai wo yea baath bhi pata deti hai ki dhirendra ka jo actident huya tha uske bhi pratab ka haath tha, aur yea sun kar akash ghussa ho jata hai … aur kabita shocked ho jati hai aur dhirendra bhi shocked ho jate hai
main- papa ka accident!!! kya matlab hai aapka daadi
daadi-haan tera papa ki accident mai bhi tere pratab dada ka he haath tha
maa-kya? pratab ka haath dhirendra kai accident par. aur baath mujhe bhi pata nahi , aur aapko ?
papa thoda chup ho kar khade the
main-papa. aap chup kyu ho , aapko dekh kar aaysa kyu lagg raha hai ki aapko iseki jankari hai jo aap hume bata nahi rahe ho
dhirendra chup chap khade ho kar bas dekh rahe hai
main-papa sach bataoo
Related Articles
Ghar Ka Sikandar – 99
1 minute ago
Ghar Ka Sikandar – 97
1 minute ago
Ghar Ka Sikandar – 98
1 minute ago
Ghar Ka Sikandar – 96
1 minute ago
dhirendra-mujh shak tha lakin poore yakken
main-iseme shak ki gunzayes kaha rahe gaya papa usne alaba yaha sai kon jo aapka acctident karwaye
dhirendra-lakin wo mera acctident kyu karwana chahenge main yea baath kabhi samajh na saka
daadi-aur tere actident mai pratab ne clearly kaha tha ki unka koi haath nahi hai insab hai aur usne mujhe wada kia hai to wo tera actident nahi kar sakte akash beta
main-wo jhooth bhi bol sakte hai daadi
daadi-wo apna wada todne walo mai sai nahi hai beta
main-aab mujhe beta math bulaiyea daadi aapne kafe badi gamble khela hai wo bhi kisi ko bina batayea
daadi-mujhe mere paribar
main-kya yea sab laga rakha hai aapne, paribar paribar, aapne yea socha hota to aapne mere biwi ko dao …