Ghar Ka Sikandar

Ghar Ka Sikandar – 96

storyhindi - 96

Update-104 jayse he ek khabri nai mujhe yea baath batayi ki mera accident karne wala aasli gunegar ko goli maar di gaye hai aur wo bhi mere jitendra kaka ne tab mai yea sunn kar ghusse mai aagaya, kyu ki us admi ko main khud saja dena chahata tha  savnam ko chot pahuchane kai liyea, aur yea sabit bhi karna chahata tha ki ise sab mai pratab ka he haath hai . main aab jitendra kaka ko unke aukat dekhana na chahata tha aur unko yea bhi dekhana chahata tha ki zamindaar sai indirectly panga lena ka aanjam kya hota hai , aur maine bina waqt gabaye raghunath ko aabaz lagai aur wo daudta huya mere paas chale aaye …  raghunath-kya ho gaya aachanak hai zamindaar ji aab ghusse mai kyu hai ? main-raghunath, us dushre hamlabar ko mar dia gaya hai  raghunath-kya? yea kayse ho sakta hai , usko security officer ne pakad lia tha  aur yea sab maine aapne khud ki aankhoo sai dekha tha zamindaar ji main-hmm lakin sayad security officer ne usko kisi aur kai hato saup dia aur uske usko gali sai maar he dala hai aur wo goli marne wala saksh koi aur nahi mere jitendra kaka hai  raghunath-jitendra ji , yea kayse ho sakta hai ? main-ho chuka hai raghunath. aab jaldi sai gadi nikalo aur humere aadmio ko bulao guns kai saath hum sayad sikar main jane wale hai  raghunath-santh ho jayea Related Articles Ghar Ka Sikandar – 99 57 seconds ago Ghar Ka Sikandar – 98 58 seconds ago Ghar Ka Sikandar – 97 58 seconds ago Ghar Ka Sikandar – 95 1 minute ago main-santh hone ka samaya nahi hai , jaldi jao raghunath-thik hai zamindaar ji raghunath jitne jald ho sake phir sai kuch logo ko eekatha karta hai aur gadi le kar akash kai paas rukta hai aur akash gadi mai sabar ho jata hai  aur sab milkar chalne lagg jate hai  main-wo sab kaha hai jo kal raath the humare sath raghunath-wo kahi pe kar pade honge zamindaar piche baith huya aadmi-aapki bolne par hum aapne jaan nichabar kar denge zamindaar ji aap chinta math kijiyea  main-humko tum logo par poora bharosha hai , raghuanth- lakin aabhi unke ghar jana sayad sahi nahi hoga main-to bahar gherao karenge unke , aab sayad unke office jane ka samaya hoga hai na? raghunath-haan zamindaar ji  akash apne aadmioo kai saath apne …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

.
Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker