Dhirendra aur Sulochana ke saath Sunidhi se judi ghatnayein is hisse mein ek alag pehlu saamne laati hain. Faislon aur chhupe pehluon par dhyan jaata hai aur kahani ke agle kadam ka sandarbh banta hai.
Update-96
ghar main kabita aur sunidhi akash ko le kar paresan ho rahe the …
sunidhi-didi kab sai gaye hai wo, aur aabtak nahi aaye
kabita-haan pata nahi kya kya karwa rahe honge uske haath bhi sahi nahi huya hai aabtak to kaha wo amma kai saath
sunidh-wo kya karengi
kabita-pata nahi , tu ja kar dekh aa
sunidhi-aayse kaam mai aap mujhe hamesha aage kyu kar deti ho
kabita-tu choti hai meri ise liyea, aur tere liyea itne kuch kai hai to mere liyea bhi thoda kar li
sunidhi-kayse
Related Articles
Ghar Ka Sikandar – 90
23 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 89
23 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 88
24 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 87
25 seconds ago
kamini-didi wo zamindaar ji kaha hai
kabita-tere maa ki sang hai
kamini-hai hai ,wo kaha ise umar mai zamindaar ji kai saath hai
sulochana-maa ki saath?
kamini-aare thodi na kuch kar rahe rahe hogi zamindaar ji kai saath jo aayse bol rahe hai
savnam-kya baate chal rahe hai
sulochana-aare tu kyu aaye niche , tu chal nahi pa rahe hai
bolte huye sulochana savnam ki paas chali jati hai aur usko sofe mai baita deti hai
savnam-wo main dekhne aaye hu ki chal kya raha hai niche ?
kabita-yea jagha teri liyea nahi hai savnam ja uper ja
savnam-aap bhi mujhe dathne lagi ho badi maa, aab to mujhe koi bhi pyaar nahi karta
kabita-aare tu ise liyea dahnt khati hai kyu ki tu ise ghar ki ek lauti ladli hai aur hum 4ro ki ladli , hai na ?
kamini/sunidhi/sulochana- haan haan
savnam khus ho jati hai – kya?! wow akash bhaiya sai bhi zayda?
kamini-tu kuch jayda bade sapne nahi dekh rahe hai
savnam-aap to chup raho **[img=27×0]https://cdn.jsdelivr.net/gh/joypixels/[email protected]/png/64/1f61d.png[/img]
kamini-dekhoo didi dekho isko
kabita-hehe
kamini-sulochana teri beti tho din ba din bigadti ja …