Dhirendra aur Raghunath ke saath Sulochana se judi ghatnayein is hisse mein ek alag pehlu saamne laati hain. Faislon aur chhupe pehluon par dhyan jaata hai aur kahani ke agle kadam ka sandarbh banta hai.
Update-93
raath ki 9 bajh chuke the aur bunty ko security officer station kai aandar chod kar raghunath bahar aajate hai aur zamindaar ki do aadmio ko aandar rakha jata hai taki kal uske peesi panchayat kai aage ki ja sake. tab baki kai saath milkar akash hospital ki taraf rabana hone lagg jata hai
raghunath-kya aapko us bunty par bharosha hai
akash-bharosha to nahi hai ,lakin .. isne ek aurat ka naam lia hai
ek admi-aap kahe to isko uutha lete hai
akash-hmmm ise baare mai sochna padega …
raghunath kai sang akash hospital main pahuch he jata hai .
akash-papa savnam kayse hai
dhirendra-doctor ne kaha hai ki usko aaram ki sakt jarurat hai .uske ser mai aur hath ,pair mai thode aandhruni chot lage hai lakin haddi nahi toothi aur tere in
hath aur kharocho ka nisan ka kya , tum bhi to sahi sai chal nahi pa raha
Related Articles
Ghar Ka Sikandar – 89
30 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 90
30 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 88
31 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 86
32 seconds ago
akash-maire fikar mat karo main thik hu , aur savnam se baath huye
rajesh-wo , baar baar ghar jane ki zidd kar rahe hai zamindaaar ji, humne kafe samjhaya lakin samajhne ka naam nahi le rahe .
akash-thik hai, tho doctor sai baath kar lijiyea , hum savnam ko ghar le jayenge
rajesh-thik hai .
akash savnam ki paas jata hai jo ki akash ko dekhte he phir sai aapne ziddi pana dekhane lagg jati
savnam-bhaiya mujhe ghar jana hai
akash-lakin dr. bol rahe the ki tere ser mai chot lagi hai aandhruni to tujhe sayad 2,3 din yaha rahena padega
savnam-2,3 din ?, mujhe nahi rahena , aur main thik hu, ahh , bas thod he to dard hai
akash-toh ser mai chot …