Shaadi Ke Baad

Shaadi Ke Baad – 99

Shaadi Ke Baad – Part 99 story update Shaam ke 9 baje they aur Kriti bas abhi ek nightclub mein daakhil hui thi. Bahar kafi sardi thi par Kriti ne ghutno ke upar khatam hoti hui ek chhoti si chamakti hui dress pehni hui thi. Woh andar aate hue ek kone mein apni regular jagah par baith gayi. Usne bartender ko ek drink ka order kiya aur kuch hi pal baad bartender ne uske saamne woh drink rakh diya. Kriti ne drink ko uthate. Update 98 Shaam ke 9 baje they aur Kriti bas abhi ek nightclub mein daakhil hui thi. Bahar kafi sardi thi par Kriti ne ghutno ke upar khatam hoti hui ek chhoti si chamakti hui dress pehni hui thi.  Woh andar aate hue ek kone mein apni regular jagah par baith gayi. Usne bartender ko ek drink ka order kiya aur kuch hi pal baad bartender ne uske saamne woh drink rakh diya. Kriti ne drink ko uthate hue jaldi se khatam kar diya, aur bartender ko doosre glass ka ishaara kiya.  Fuckkkk…. woh uske dimaag se jaane ka naam kyu nahi leti thi… Kriti ke andar ki aawaz zor se chillayi. Do-teen-chaar glass woh kab gatak gayi use hosh hi nahi tha. Par woh ek naam, woh ek shakal uske dimaag se hatne ka naam nahi leti thi. Kriti apne haath mein glass lete hue khadi hui aur dance floor ki taraf badi. Dance floor par already kafi bheed thi aur woh isi bheed mein kahin apne aap ko khona chahti thi. Bheed mein nachte hue use ek pal ke liye aisa laga jaise abhi abhi bahar se Supriya andar daakhil hui ho aur uski aur dekh kar kutil tareeke se muskura rahi ho. Fuckkkkkk.. Related Articles Shaadi Ke Baad – 120 12 hours …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker