Shaadi Ke Baad

Shaadi Ke Baad – 96

Shaadi Ke Baad – Part 96 story update Poora din bhar Supriya ke shareer mein ek ajeeb si sansahat si daudti rahi. Aakhir usne Iqbal se apne dil ki baat keh hi di thi. Kitna ajeeb aur galat laga tha woh sab kehna aur pata nahi Iqbal ji uske baare mein kya soch rahe hon. Use Hina ke college se aane ka intezaar tha, kyunki us samay Iqbal ek baar ghar ka chakkar lagata tha. Kya pata us samay Iqbal se do minute aur baat karne ko mil jaye. Jaane kyu itni besabri si ho rah. Update 95 Poora din bhar Supriya ke shareer mein ek ajeeb si sansahat si daudti rahi. Aakhir usne Iqbal se apne dil ki baat keh hi di thi. Kitna ajeeb aur galat laga tha woh sab kehna aur pata nahi Iqbal ji uske baare mein kya soch rahe honge. Par jo bhi tha, ab toh keh diya tha. Use Hina ke college se aane ka intezaar tha, kyunki us samay Iqbal ek baar ghar ka chakkar lagata tha. Kya pata us samay Iqbal se do minute aur baat karne ko mil jaye. Jaane kyu itni besabri si ho rahi thi usse fir se baat karne ke liye. Par din mein jab Hina akele hi ghar mein ghusi toh Supriya thodi si niraash si ho gayi. Rubina ne jaise uska mann padte hue pucha – Hinaaa…. tere chacha nahi aaye? Hina – Unhone toh mujhe bazaar par hi utaar diya tha… bole kuch zaroori kaam hai… Rubina – Acha…. kya zaroori kaam tha? Related Articles Shaadi Ke Baad …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker