Shaadi Ke Baad

Shaadi Ke Baad – 9

Shaadi Ke Baad – Part 9 story update Agle din Atul ke jaane ki saari tayyari ho chuki thi. Jaise hi Ghar ke bahar Taxi aayi, toh Dhruv ne bags ko taxi mein rakh diye aur Atul apne mummy papa ki pair chhuu kar taxi mein baith gaya. Usne Supriya ko bye toh kya uski tar. Taxi mein use chodne Atul ke papa aur Dhruv bhi chale gaye. Arpita bhi tabhi apne sasural ke liye nikal padi. Usne Supriya ko gale laga ka bye bola aur use udaas na hone ki salah di. Update 9 Agle din Atul ke jaane ki saari tayyari ho chuki thi. Jaise hi Ghar ke bahar Taxi aayi, toh Dhruv ne bags ko taxi mein rakh diye aur Atul apne mummy papa ki pair chhuu kar taxi mein baith gaya. Usne Supriya ko bye toh kya uski taraf theek se dekha bhi nahi. Subah kamre mein hi usne Supriya ko choomte hue bye bol diya tha, par Supriya ko laga ki woh abhi bhi jaane se pehle use bye toh bolega. Taxi mein use chodne Atul ke papa aur Dhruv bhi chale gaye. Arpita bhi tabhi apne sasural ke liye nikal padi. Usne Supriya ko gale laga ka bye bola aur use udaas na hone ki salah di. Sabke jaane ke baad, Supriya apne kamre mein aa gayi aur bed par let kar rone lagi. Use samajh nahi aa raha tha ki woh Atul ke bina yahan kaise rahegi. Rote rote, uski aankh lag gayi aur use pata hi nahi chala ki kab 2 …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker