Shaadi Ke Baad

Shaadi Ke Baad – 8

Shaadi Ke Baad – Part 8 story update Kamre mein pahuchte hi Supriya ne Atul se gusse mein poocha – Aap mujhe yahan chhod kar chale jaane ka soch rahe ho? Atul – Haan, tum wahan jakar kya karogi. Yahan ghar par hi better hai. Wahan koi bhi nahi hai, bore ho jayogi. Update 8 Kamre mein pahuchte hi Supriya ne Atul se gusse mein poocha – Aap mujhe yahan chhod kar chale jaane ka soch rahe ho? Atul – Haan, tum wahan jakar kya karogi. Yahan ghar par hi better hai. Wahan koi bhi nahi hai, bore ho jayogi. Supriya – Par wahan aap toh honge na…..  Atul – Supriya main toh subah se raat tak kaam mein busy rehta hoon. Tum akele kaise manage karogi. Supriya – Toh aapne mujhe pehle kyu nahi bataya ki aap mujhe wahan nahi le jayoge. Supriya ki aankhon se aasu behne lage they. Use lag raha tha ki uska pati use chhod kar jaa raha hai aur woh yahan kaise rahegi. Related …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker