Kahani mein pratap theek ek shaitaan ki tarah Supriya ke saamne khada tha. Use dekh kar Supriya ki jaisi saari bhook hi mar gayi ho. Pratap hall ke doosri aur se Pratap uske theek saamne aa kar ruk gaya - Main toh khaana khane aaya tha, par lagta hai khaana toh ab parosa gaya hai...
Shaadi Ke Baad – Part 36 story update
Pratap theek ek shaitaan ki tarah Supriya ke saamne khada tha. Use dekh kar Supriya ki jaisi saari bhook hi mar gayi ho. Pratap hall ke doosri aur se dheere dheere chalta hua Supriya ki aur aa raha tha. Pratap ne coat pant pehna h. Pratap uske theek saamne aa kar ruk gaya – Main toh khaana khane aaya tha, par lagta hai khaana toh ab parosa gaya hai…
Update 36
Pratap theek ek shaitaan ki tarah Supriya ke saamne khada tha. Use dekh kar Supriya ki jaisi saari bhook hi mar gayi ho. Pratap hall ke doosri aur se dheere dheere chalta hua Supriya ki aur aa raha tha. Pratap ne coat pant pehna hua tha par coat mein uski tond saaf dikhayi de rahi thi. Usse bhi jyada uski woh gandi si smile, jise Supriya na toh tab bardasht kar paayi thi aur na aaj.
Pratap uske theek saamne aa kar ruk gaya – Main toh khaana khane aaya tha, par lagta hai khaana toh ab parosa gaya hai…
Pratap ne ye bolte hue Supriya ki kalai ko pakad liya.
Supriya apna haath chudane ki koshish kar rahi thi – Pratap ji…
Pratap ne uski baat ko ansuna kiya apni hatheli Supriya ki hatheli par rakhi aur fir apni ungliyon ko uski ungliyon mein fasane laga – Mere liye itna saj ke aayi ho… mujhe bahut acha laga…
Supriya idhar udhar dekh rahi thi, kahin koi janne wala use dekh toh nahi raha tha na – Pratap ji… bahut log hai yahan… mera haath chhodiye…
Related Articles
Shaadi Ke Baad – 120
10 hours ago
Shaadi Ke Baad – 119
10 hours ago
Shaadi Ke Baad – 118
10 hours ago
Shaadi Ke Baad – 117
10 hours ago
Pratap – Itni dino baad toh aaj haath aayi ho, kaise chhod du… aur waise bhi yahan koi chhuu bhi nahi karega mere aage…
Supriya ke chote se gore haath jaise uske kaale haathon mein sama gaye ho – Pratap ji, mujhe aapse baat karni thi…
Pratap – Shaam ko karte …