Ek Maa Ki Kahani

Ek Maa Ki Kahani – 107

bari mami aur choti mami dono mere aaghe chalti hoi ja rahi thi aur tabhi neeche wale hall k gate ko band dekh wo heraan hoi k kisi ne andar se lock kiya hoa,mera shaq 100 percent yaqeen me badal chuka tha par ab kuch nai kiya ja sakta tha,bari mami boli amina lock andar se kyu lga hoa,purse se zra dosri wali chabio ka guchha to nikaal aur itna bol choti mami ne jhat se lock khol diya aur hum teenon ne junhi andar wale hall me qadam rakha to side pe bari mami wale bedroom se ajeeb si awaazein dabi dabi aane lagi…mere sath dono mamiyon k b kaan khare ho chuke thay aur dono ek dosre ko dekh rahi thi aur main unkay peeche tha…dil me aaya k unhe roku udhar awaazon k peeche jane se par yun mujh par baat aa sakti thi aur waise b ab sab late ho chuka,shayed aaj ka he wo din tha jab dono maaon par raaz afshaa hone thay…dono aurtein dabe paon dheere se uss room ki or barhi jahan se halki halki awaazein aa rahi thi…dil he dil me main dua kar tha k na pakre jaye,dono mamiya mere aaghe tez qadmo se chal rahi thi aur room k door pe pohanch kar door ka handle pakr bari mami ne darwaza kholna chaha aur door khul b gya jo k locked nai tha…main 2 seconds k liye peeche he ruka raha phir side se bari mami ki side se andar dekha to andar se dono dulhanein full sajhi hoi bahar ko he aane ko thi aur unhe dekh bari mami boli huma beti itna late,wahan sab intezaar kar rahe aur tabhi side pe bethe bare mamu par pari to unhe b baatein sunane pari k jaldi uthein aur chalein…main heraan tha b tha aur kuch hadd takk relax b k chalo ye log pakre nai gaye, par chote mamu nai dikh rahe thay …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker