Ghar Ka Sikandar

Ghar Ka Sikandar – 79

storyhindi - 79

Update-90 Mohanlal-zamindaar ji , aapki paas khabar pahuchi ya nahi, yaha kai saare ganv mai hangama macha huya hai , aap ho kaha? akash-kya huya mohanlal ji, aaysa kya ho gaya? mohanlal-aapki ganv main goli chali hai  akash-goli chali hai ?, kya matlab ? humere ganv kai log to aayse nahi hai  mohanlal-goli pratab ji ki bahu anjali par chali hai , zamindaar ji akash-wo kar kya rahe the ?  mohanlal-pratab ne aapne bahu ko maidan mai uutara hai  zamindaar ji, dekh kar lagg raha hai ki wo khulam khula aapko chunoti de rahe hai aur maidan par uutarte he aapki ganv mai hamla!, aapko pakka pata hai na ki hamla aapne nahi karwaya? akash-unpar goli chalwa  kar  mujhe kya hasil hoga mohanlal ji Related Articles Ghar Ka Sikandar – 89 42 seconds ago Ghar Ka Sikandar – 90 42 seconds ago Ghar Ka Sikandar – 88 43 seconds ago Ghar Ka Sikandar – 87 44 seconds ago mohanlal-hmm aap baath to sahi kar rahe hai lakin mamla bigad raha hai , paas kai ganv mai baath fail rahe hai ki goli aapne he chalwayi hai zamindaar ji, aur logo ki sempathi pratab ki haath mai ja rahe hai  akash mohanlal sai baath karne kai baadh apne papa dhirendra ko phone lagata hai aur waha raghunath bhi tha to phone loud speaker mai rakha jata hai  akash-aapne bataya nahi ki waha goli chali hai ? dhirendra-humko samaya nahi mila beta, main aabhi bhi pata laga raha hu ki aakhir goli chalwaya kisne akash-kya humare ganv ka hai koi raghunath-nahi zamindaar ji, usko humne kabhi ganv mai nahi dekha , wo banda bahar sai aaya tha aur uske aapkai supporter hone ka dawa bhi thok dia  akash-hmmmmmm game khela ja raha hai ,pratab dada ji dwara, wo ek aurat ko maidan mai uutar dia aur pahele he prachar mai humara ganv , aur phir humare ganv mai goli chalna  dhirendra-lagta hai pratab ji tumko nisane mai le rahe hai  beta raghunath-lakin aap chinta math kijiyea ganv aapke saath khada hai zamindaar ji, ise ganv ka har aadmi aurat jante hai ki wo ise ganv ka aadmi nahi hai  akash-yehi to khel …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

.
Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker