Dhirendra aur Sulochana ke saath Savnaam se judi ghatnayein is hisse mein ek alag pehlu saamne laati hain. Faislon aur chhupe pehluon par dhyan jaata hai aur kahani ke agle kadam ka sandarbh banta hai.
Update-74
ussi din —
daadi- dekhoo beta sunidhi ise sab sai liyea kabil nahi hai , tumko uske jagha jimeedariya kabita ko de deni chahiyea , tum to dekh rahe ho na ki kabita aate he kayse ghar ko aache sai sambhalne lagg gaye hai
dhirendra- maa, usko akash ne ghar ki tinjori aur baki chabi ko sambhalne ki zimmedari de hai aur wo kuch soch samajh kar diya hoga
daadi-lakin wo ghar ko sambhalne ke layak nahi
dhirendra-aap usko pasand nahi karte to usse akash ki shadi kyu karwayi aapne, shadi karwati nahi to uskai paas chabi jati nahi
daadi-tere papa ki basiyat kai karan karwani he the na , aagar wo nahi likhte to yea shadi hote nahi, aur mujhe bilkul bhi pata nahi tha ki sunidhi akash ki itne karib chali jayegi
dhirendra-aab aap usse yea bair karna chodo maa aur usse mil kar raho
daadi- koshish karungi
Related Articles
Ghar Ka Sikandar – 89
2 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 90
2 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 88
3 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 87
4 seconds ago
tabhi manju daud kar aati hai ,
manju- daadi ji daadi ji wo kabita malkin thodi behosh ho kar gir gaye the
daadi-kya ? kya huya usse? usko chot to nahi aaye?
manju-nahi , wo sunidhi malkin ne sambhal lia
daadi aur dhirendra seedha kamre mai jati hai jaha kabita aur sunidhi bed main baithe the aur uske paas kamini aur sulochana bhi khade the jo ki sambhal rahe the dono ko
dhirendra- kya huya ,aab thik to ho na
kabita-haan, wo subha sai chakkar aarahe hai aur unti jaysa lagg rhaa hai
daadi-tabiyat to kharab nahi huye hai teri
kabita-wo sunidhi ka bhi yea haal hai
daadi sunidhi ki aur …