Arundhati aur Dhirendra ke saath Jitendra se judi ghatnayein is hisse mein ek alag pehlu saamne laati hain. Faislon aur chhupe pehluon par dhyan jaata hai aur kahani ke agle kadam ka sandarbh banta hai.
Update-133
Akash thoda akela baithne kai liyea chath ki or jane lagg jata hai tab Disha bhagti huye aati hai or akashk ki aage khade ho jati hai jisko akash avoid karki waha sai nikalne wala tha ki Disha akash ki haath ko pakad leti hai, tab akash usko raste sai hatne ko bolta hai ki tabhi Disha aachan sai Bomb bhodti huye akash ko I LOVE YOU bol deti hai jisse akash ruk jata hai or Disha ki or dekhtene lagta hai ..
Akash-kya?
Disha-haan main tumsai pyaar karti hu akash, I love you, main jab tum ko pahelibaar mili the tab sai mai tumko chahane lagi the bas main samajh nahi pa rahe the ki mera pyaar sach mai tumhare lia hai ya nahi, lakin mujhe dhere dhere aahesas hone lag gaya ki main tumsai he pyaar karti hu, or jab se Tumne mujhe Goa main bachaya ek hero ki tarha entry maar kar , tab tum he mere hero bann gaye akash, tab tum dhad dhak kar ki golia chala rahe the tab sai main deewani ho gaye , mujhe tab samajh mai aagaya ki tum he mera pyaar ho or rahoge, maine tum jaysa insan ko kabhi nahi dekha jo itna aachaa ho ,main jab bhi tumko dekhti hu maire dhadkan bahut joro sai dhadkne lagg jati hai aaysa lagta hai jayse tum he mere dil ho tumhe meri jaan , tumko dekh kar aaysa lagta hai jayse maira dil tumhare sine mai dhadkata hai
Akash-aachaa, kya sach mai ?
Disha-haan Akash i love you
Disha yea sab bolne kai baadh aage aa kar akash ki dushra haath bhi apne hato sai pakad leti hai
akash-or Surraj ka kya ?
Disha-pata nahi ,sayad usse bhi pyaar karti hu lakin usse kafee jayda main tum sai pyaar karti akash
Related Articles
Ghar Ka Sikandar – 130
3 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 13
5 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 129
8 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 128
10 seconds ago
Akash-mujhe nahi lagta tha ki tum mujsai pyaar karti ho Disha
Disha-haan mai tumsai he pyaar karti hu , i really love you
Akash ek smile deta hai Disha ki or dekh kar or isse Disha bhi khus ho jati hai or ek …