Mega —UPDATE-140
The Last stand
subha ka waqt tha or ganv mai panchioo ki chin chinahat har taraf sunai de rahe the, aasman mai suraj ki halki roshni zamin mai padna kai saath saath khusnasibo halke hawa subha ko or bhi khusnasiba bana rahe the, insab mai ghar kai zayda tar insan so rahe the ,unmai se bas kuch ko he neend na the or unmai sai suraj bhi tha, jo subha sai he apne kaam mai laga pada tha or apna mama ki shadi ki taiyari dhoom dham sai karna chahata tha ise liyea wo bhi sajabat mai lagg gaya tha tab gharr ki kuch kaam kai liyea usko gharr ki piche jana padta hai , use waqt kabita paas kai temple jane kai liyea taiyarrr ho kar bahar aaagaye
kabita-Raghunath, gadi nikalo
Raghunth-ji zamindaarnan ji
kabita kai saath akash ka ek bodyguard bhi ja raha tha , kabita bas gadi mai baithe he the ki piche sai ek aabaz aati hai jo ki dhirendra ka tha
dhirendra-kabita kya main tumhare saath chal sakta hu
kabita– thik hai ( dhirendra kai aur dekhte huye bolte hai )
tab dhirendra bhi gadi mai baith jata hai or wo temple kai liyea nikal padte hai, jaha jane ka rasta , ganv kai piche ki aurr sai hota huya nikalta tha .
dushre tarrraf–
____________
Related Articles
Ghar Ka Sikandar – 22
1 second ago
Ghar Ka Sikandar – 21
2 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 20
4 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 19
6 seconds ago
“Anjali, kuch gadbad na kar de, pahuch na gaye ho waha , mujhe laga tha ki anjali ki kidnape hone sai sayad akash par ho rahe hamle ruk jayenge , lakin hamla ruka nahi, anjali aab kafe aage ja chuke hai or papa bhi ,,aab pani ser sai uper uuth chuka hai jisko rokne ka koi aur tarrika dekh he nahi raha ,sayad akash ko , nahi , nahi main apne bade bhai ki bete par goli kayse chala sakta hu, lakin or koi rasta bhi nahi hai ,sayad mujhe uspar goli chalana he padega … bas anjali mujsai pahele na pahuch jaye..”
jitendra apne mann he mann mai yea sab sochte huye pareshan hota ja raha tha, wo apne driver ko or tezi sai gadi bhagane kai liyea bolta hai , uske …