Arundhati aur Dhirendra ke saath Raghunath se judi ghatnayein is hisse mein ek alag pehlu saamne laati hain. Faislon aur chhupe pehluon par dhyan jaata hai aur kahani ke agle kadam ka sandarbh banta hai.
Update-136
“1 crore ka inam” kai naam sunte he Akash samajh jata hai ki usko aab aar ya par ki ladai phir si ladna he padega , ab iske siba uske paas koi rasta nahi hai , wo bina waqt gabaye Pratab kai personal wakil ko call karta hai jo ki ab akash ko information provide kar raha tha, uske saath mil kar akash Pratab kai _______ company mi hadtal karwani ki sochta hai jisse jitendra khud ise mamle ko apne haath mai le kar saher jaye or akash usko waha gher sake . Akash pahele se he janta tha ki jitendra ko ladai me mi harrana uske liyea bahut he jayda muslik hoga or pichli baar ki haar usko yea baath phir sai jata he dia tha ki jitendra ki rahete huye akash kuch kar bhi nahi sakta tha .
kuch din baadh-
in dino mai Akash kai uper ganv kai bahar dubara hamla hota hai lakin akash phir sai bach jata hai , hamla karne wali log bahar sai aane kai karan Jitendra bhi ise hamlo ko rok nahi pa raha tha , wo ise baath ko lekar Anjali sai baarr baarr baath karne kar raha tha lakin Anjali ko koi fark he nahi padraha tha, wo Akash ko marne kai liyea apne saree taqat laga rahe the, wo jante the ki ganv kai sare admi jitendra sai darte hai ise liyea wo hamle kai liyea bahar sai aadmi la rahe the .
pratab ka ghar–
Pratab kai ghar kai bahar ek gadi rukti hai jiske aandar sai ek aurat ko keech kar bahar nikal kai pratab kai ghar kai aandar le jaya jata hai or wo aurat koi aur nahi balki Arundhati the ..
Pratab-aagaye tum ?
Arundhati-yea kya batammiji hai Pratab , mujhe yaha kyu laye ho
Pratab-tumhare hone wali shadi me hume bulaya nahi toh humne socha , tumko he bula du
Related Articles
Ghar Ka Sikandar – 27
17 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 26
30 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 25
36 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 24
41 seconds ago
Arundhati-yea,, yea baath tumko kisne batayi?
Tab Arundhati ki nazar Rajesh par padti hai jo ki wahi khada tha jisko dekh kar Arundhati ko pahele toh ajib sa lagta hai lakin wo samajh jati hai ki Rajesh Pratab kai saath mil gaya hai or wo he uske baare mai saree information pratab kai paas pahuchaya hai
Pratab-Bahut aache Rajesh ,tumne bahut aacha kam kar rahe ho ,inmai sai chun lo apna insam or uske saath ji bhar kai maze karo
Pratab waha kai kaam karne wali kuch aurato kai beech Rajesh ko ek aurat khune ko deta hai
Arundhati-mujhe nahi laga tha ki tum itne bade …