Update-117
Akash apne 2 security guard ko apne saath leta hai aur aadmioo kai saath baith jata hai aur sabko hatiyar check karne ki liyea bol kar driver ko gaddi ganv ki bahar sai le jane kai liyea bolta hai aur driver gadi ko khel khalia ki aur sai bhagata ja rahe th tak taki saher jald sai jald pahuch sake .
main-yea rahe location , huma_ saher mai jana hai aur ek ladki ko chudhwana he humara mission hoga,ladki ka naam Sruti ,waha 4 log hone ki information mili hai
zamindaar ka admi-thik hai sir
Ganv par–
sulochana aur naani savnam ko nahane kai liyea le jate hai aur usko nahla kar baitha dete hai , ghar main nach gaya chalta ja raha tha aur logg milne bhi aarahe the aur kuch he der mai mahendi ki rasm bhi suru ho jati hai aur savnam ko mahendi lagane lagg jate hai , kabita sunidi baath ko chupa kar bnaithe the taki kisi ko ise baare main pata na chale ..
raghunath-zamindaran ji zamindaar ji kaha gaye hai aab tak dekhai kyu nahi de rahe ?
kabita-wo, bahar gaye hai
raghunath -bahar ise waqt
kabita-dekho ise baath ko akash ne tumko batane kak iliyea kaha hai , ki wo sruti ko bachane kai liyea bahar gaya hai
raghunath-yea kya kia aapne zamindaran ji , unko akeli kayse jane de sakti hai aap , aap jante hai na ki unke jan ka khatra hai aur unke security bhi yaha ghum rahe hai toh ,kisi ko pata chala toh
kabita-ise liyea toh akash tumko yaha chod kar gaya hai ,log jante hai ki tum zamindaar ji kai khas admi ho aur tumhare jadi chale jate toh sab ko lagta ki zamindaar ji nahi hai ghar mai, ise liyea wo tumko yaha chod kar gaye hai ,aab tumhare uper hai sab kuch samjhe raghunath
raghunath-ji zamindaan ji . wo mohini ki hone sai aapko koi pareshani toh nahi hai na
kabita-nahi, usko akash ne faisla sunaya hai toh hume koi pareshani nahi hai, aab wo ghar ki sadashya hai
raghunath-wo kamini kuch utla sedha toh nahi bolegi , uska koi bharosha nahi hai
kabita-kamini ko uske zamindar ne kaha toh wo unke baath ko nahi talegi tum fikar math karo
raghunath idhar uudhar ghum kar logo sai mil raha tha, akash ki 2 security guard aabhi bhi bahar khade the aur ghar aaye mahman ki poore talsi kai sath he aandar chod rahe thee.
ek admi-raghunath ji wo zamindaar ji dekhai nahi de rahe
raghunath-wo apne aurato sai sang hai thoda kaam mai busy hai
admi-ohh aacha aacha
Related Articles
Ghar Ka Sikandar – 144
1 second ago
Ghar Ka Sikandar – 143
4 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 142
6 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 141
9 seconds ago
……
________
mohini- kamini ji yea lijiyea, aapne phool mangawayi the na?
kamini-huh ,thik hai de do mujhe
mohini-ji aapko mujhsai koi pareshani toh nahi hai na kammini ji , wo raghunath ji bol rahe the
kamini-wo jo bhi bole mujhea kya?, aur haan tum dono jo bhi karo mujhe koi fark nahi padta , lakin tu zamindaar ji kai …