Arundhati aur Dhirendra ke saath Raghunath se judi ghatnayein is hisse mein ek alag pehlu saamne laati hain. Faislon aur chhupe pehluon par dhyan jaata hai aur kahani ke agle kadam ka sandarbh banta hai.
Update–147-A
suraj-aakhir yea shadi ho kyu raha hai wo bhi us pratab kai ghar mein wo baise bhi humare jaan ka dushman bann kar baitha hai aur waha aap bade papa ko bhej rahe hai, badi maa aap itna bada risk kayse lene de sakti hai
sunidhi-suraj yea sab humne soch samajh kar kia hai
kabita-tum chinta mat karo , dhirendra waha poore tarha safe rahenge
Suraj-us pratab par bharosha nahi kia ja sakta aurr anjali par toh bilkul bhi nahi , uske mann mein kuch na kuch toh jarur chal raha hoga
suraj hall mein khada ho karr kabita , sunidhi ki aage apne bichar rakh rraha tha aur waha gharr kai baki sab sadashya bhi maujud the lakin koi kuch bol he nahi raha tha, hamesha sawal puchne wali Savnam bhi chup chap he khadi the aur uske paas Disha khadi the jo ki kuch der surraj ki baath sunne kai baadh wo surrraj ki support mein khadi ho kar pratab aur anjali par bharosha na karne kai liyea kabita ko bol rahe the ,jisse suraj ko ise support ki khusi kahi na kahi dil me jarur the aurr ise liyea wo disha ko dekh raha tha lakin jab disha ki nazar surraj apne nazar chura kar dushre taraf dekhne lagg jata hai . aur kabita ko samjhane lagg
jata hai jaha Dhirendrra aane kai baadh wo ise mamle mein suraj ko durr rahene kai liyea bolte hai .
lakin suraj kaha durr rahene wala tha, wo sedha akash kai paas ise baare mein baath karne kai liyea pahuch jata hai jaha akash suraj ko pal pal ki khabaz usko batane kai liyea bolta huya , uskai saath ek plan discuss karne lagg jata hai …
kuch din baadh–
jitendra apne office ka kaam khatamkar ki gadi …