Update-147-B
sham ka waqt -Patab ki ghar—
pratab ki ghar mein bhi sarree taiyarri ho chuki the ,Arundhati bhi poori tarike sai taiyar the aur kaushalya devi ise shadi sai sayad dono parebar mein phir sai khusi aayegi yea sochkar khus the , waha anjali ise dauran apne haath property paper tha jisme wo prratab ki signature lene kai baare mein socht rahe the, wo janti the ki aaj bhi hamesha ki tarha kuch files ghar aane wale hai jaha parr pratab ki signature jaruri hai . aur usi mein anjali property kai naye paper milakar dhoke sai sigh lena chahati the kyu ki wo janti the ki aaj ghar mein chahel pahen rahene kai karran he aaj ek aacha mouka hai, aur aaj mouke ka faida nahi uutha saki toh kabhi nahi uutha payegi .. kuch he der mein waha kuch nachne wali nachania bhi aajati hai aurr pratab ki ghar mein nach gaana suru ho jata hai .
aur thode he der mein company ka ek employee paper haath mein lete huye ghar ajata hai jisko dekhte he anjali usko bulate huye
anjali-yea kuch papers hai jo jitendra ne bapuji ko dena bhool gaye the, tum isko bhi le kar jao
employee-thik hai madam
anjali us paper ko de kar waha sai chali jati hai tab wo employee saree papers haath mein le kar pratab ki kamre ki tarrraf badhta he hai ki aachanak wo Damini sai takra jata hai jo ki waha wo guldasta pakde huye the dono ki takrane sai papers or guldasta niche pikhar jata hai
Damini-i am sorry, mein aabhi insab paper ko ekatha kar leti hu
employee-koi baath nahi madam
Anjali-a nikammi, tu dekh kar nahi chal sakti sali chinnar
Related Articles
Ghar Ka Sikandar – 145
1 second ago
Ghar Ka Sikandar – 144
3 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 143
6 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 142
8 seconds ago
Damini-sorry Anajli
bolte huye saree papers akatha karne mein madat karti hai aur papers employee ko de kar waha sai chali jati hai , tab employee pepers le kar pratab ki kamre mein jata hai , tab prratab bed parr he baitha tha
employee- sir yea rahe aajki papers , aap inko padh kar sign kar dijiyea
pratab-la de, aur tu ja, mein sare papers jitendra ko de dunga
employe pratab ki haath par paper rakh kar waha sai chala jata hai ,uske jane kai badh pratab apne haath mein papers lia chasma dhundne lagg jata hai aur tabhi Anjali us kamre mein aate he
anjali -kya baath hai bapuji kya dhoond rahe hai aap
Pratab-yea chasma kaha rakh dia
Anjali-apne saath mein hu toh aapko chasme ki kya karurat , chaliyea mein help karrr deti hu , yea lijiyea yaha sai
bolte huye chasma pratab ko deti hai , tab pratab apne aankho mein chasma laga kar paper dekhne lagg jata hai , tabhi bahar sai bahati kai aane ki khabar bhi aajati hai
anjali-lo wo sab aabhi gaye, layea mein padh kar aapki madat kar deti hu
pratab-hume tumhari madat ki koi jarurat nahi hai
anjali-itna toh humsai durrr mat jayea bapuji , hume itna toh madat karrne dijiyea
pratab-thik hai bahu, lakin tu aaj yaha sai sedhi apne kamre mein jayegi , yea wada karr humsai
anjali ek smile deti huye-thik hai bapuji jaysa kahoge mein waisa he karungi,aapki bato ko mana kahe …