Ghar Ka Sikandar

Ghar Ka Sikandar – 124

storyhindi - 124

Update-133 Akash thoda akela baithne kai liyea chath ki or jane lagg jata hai tab Disha bhagti huye aati hai or akashk ki aage khade ho jati hai jisko akash avoid karki waha sai nikalne wala tha ki Disha akash ki haath ko pakad leti hai, tab akash usko raste sai hatne ko bolta hai ki tabhi Disha aachan sai Bomb bhodti huye akash ko I LOVE YOU bol deti hai jisse akash ruk jata hai or Disha ki or dekhtene lagta hai .. Akash-kya? Disha-haan main tumsai pyaar karti hu akash, I love you,  main jab tum ko pahelibaar mili the tab sai mai tumko chahane lagi the bas main samajh nahi pa rahe the ki mera pyaar sach mai tumhare lia hai ya nahi, lakin mujhe dhere dhere aahesas hone lag gaya ki main tumsai he pyaar karti hu, or jab se Tumne mujhe Goa main bachaya ek hero ki tarha entry maar kar , tab tum he mere hero bann gaye akash, tab tum dhad dhak kar ki golia chala rahe the tab sai main deewani ho gaye , mujhe tab samajh mai aagaya ki tum he mera pyaar ho or rahoge, maine tum jaysa insan ko kabhi nahi dekha jo itna aachaa ho ,main jab bhi tumko dekhti hu maire dhadkan bahut joro sai dhadkne lagg jati hai aaysa lagta hai jayse tum he mere dil ho tumhe meri jaan , tumko dekh kar aaysa lagta hai jayse maira dil tumhare sine mai dhadkata hai  Akash-aachaa, kya sach mai ? Disha-haan Akash i love you  Disha yea sab bolne kai baadh aage aa kar akash ki dushra haath bhi apne hato sai pakad leti hai  akash-or Surraj ka kya ? Disha-pata nahi ,sayad usse bhi pyaar karti hu lakin usse  kafee jayda main tum sai  pyaar karti akash  Related Articles Ghar Ka Sikandar – 130 3 seconds ago Ghar Ka Sikandar – 13 5 seconds ago Ghar Ka Sikandar – 129 8 seconds ago Ghar Ka Sikandar – 128 10 seconds ago Akash-mujhe nahi lagta tha ki tum mujsai pyaar karti ho Disha  Disha-haan mai tumsai he pyaar karti hu , i really love you Akash ek smile deta hai Disha ki or dekh kar or isse Disha bhi khus ho jati hai or ek …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

.
Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker