Arundhati aur Dhirendra ke saath Sunidhi se judi ghatnayein is hisse mein ek alag pehlu saamne laati hain. Faislon aur chhupe pehluon par dhyan jaata hai aur kahani ke agle kadam ka sandarbh banta hai.
Update-123
Disha us admi sai bachne kai baadh thoda ghabrai huye ghar chali jati hai aur waha ek jagha baith kar sochne lagg jati hai ki yea aadmi pratab ka toh nahi hai ?, dushre taraf us admi ne apne malik ko call kar ki bata dia ki “usne photo wali ladki ko kuch he der pahele delhi me he dekha hai aur wo conform bhi kar leta hai , usne jisko call kia tha wo ek politician ka admi tha jo pratab sai milne gaya tha . wo yea khabar pa kar khus ho jata hai aur aur bina deri kia pratab ko call lagata hai . tab pratab kuch kaam sai ghar sai bahar tha
— pratab ji aapki liyea ek khuskh khabri hai
pratab-kya khus khabri hai
—us chokri ka pata chal gaya hai , usko mere admi ne delhi mi dekha tha
pratab-usko pakad lia? kya tum sure ho ki wo mere chori he the
— haan usne photo wali ladki hone ka conform kia hai aur haan wo chori bhag gaye ,
pratab-bahut badhia, main aapne admioko delhi rabana kar deta hu
—aur mera inam
pratab-chori milte he tujhe inam bhi milega, tum bhi apne admioo ko delhi bhej do , mujhe wo chora murda chahiyea smajh gaye na
–haan pratab ji kaam ho jayega
sham ka waqt—
Suraj aate he uske pahele nazar disha par padhta hai jo thodi gum shum ho kar baithe huye the, usko dekhte he Suraj ek smile le kar disha ki aage ja kar khada ho jata hai aur ek gulab ka phool Disha ki aur badha deta hai
Suraj-yea tumhare lia disha
Disha-thanks Suraj , yea kafe khubsurat hai . lakin iski koi jarurat he nahi the
Suraj-ek pati apne patni ki liyea yea toh la he sakta hai na
Disha ek smile deti hai aur Suraj ki haath sai phool leti he hai ki uski nazar Suraj ki haath par padta hai jo kafe maile the jayse kafe bhari kaam kia huya ho , jisko dekhte he wo dekhne lagg jati hai , wo phul ko bed par rakh kar suraj ki haath ko pakad ki dekhne lagg jati hai jo 1 mahene pahele komal huya karta tha aur aab kisi majdoor ki haath ki tarha lagg raha tha jisko dekh kar uske aankhe nanm ho jati hai aur uske ankh sai ek bundh aansu tapak kar Suraj ki hath par girta hai
Related Articles
Ghar Ka Sikandar – 14
2 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 139
4 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 138
6 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 137
7 seconds ago
Suraj-aare tu ro rahe hai , plz ro math, yea toh bas
Disha-tum mere liyea kitna kuch sahe rahe ho
Suraj-main apne aur tumhare liyea toh kar raha hu yea sab , lagta hai tumko mere gande haath pasand nahi aaya, koi nahi main aabhi isko aache sai saaf karki aata hu
Tab Disha Suraj ki haath ko kaas kar pakad leti hai
Disha-nahi aayse baath nahi hai Suraj , tum baitho mere saath mere aage jayse tum ho baise he aache ho
Disha Suraj ki haath ko dekhte huye apne dono haath ko usko dhere sai uutha kar apne gal par rakh deti hai aur haath par ek kiss kar deti hai .
Disha mann he mann mai- Suraj sach main kitna pyaara …