Ghar Ka Sikandar

Ghar Ka Sikandar – 59

storyhindi - 59

Update-74 ussi din — daadi- dekhoo beta sunidhi ise sab sai liyea kabil nahi hai , tumko uske jagha jimeedariya kabita ko de deni chahiyea , tum to dekh rahe ho na ki kabita aate he kayse ghar ko aache sai sambhalne lagg gaye hai  dhirendra- maa, usko akash ne ghar ki tinjori aur baki chabi ko sambhalne ki zimmedari de hai  aur wo kuch soch samajh kar diya hoga  daadi-lakin wo ghar ko sambhalne ke layak nahi  dhirendra-aap usko pasand nahi karte to usse akash ki shadi kyu karwayi aapne, shadi karwati nahi to uskai paas chabi jati nahi  daadi-tere papa ki basiyat kai karan karwani he the na , aagar wo nahi likhte to yea shadi hote nahi, aur mujhe bilkul bhi pata nahi tha ki sunidhi akash ki itne karib chali jayegi  dhirendra-aab aap usse yea bair karna chodo maa aur usse mil kar raho  daadi- koshish karungi  Related Articles Ghar Ka Sikandar – 89 2 seconds ago Ghar Ka Sikandar – 90 2 seconds ago Ghar Ka Sikandar – 88 3 seconds ago Ghar Ka Sikandar – 87 4 seconds ago tabhi manju daud kar aati hai ,  manju-  daadi ji daadi ji wo kabita malkin thodi behosh ho kar gir gaye the   daadi-kya ? kya huya usse? usko chot to nahi aaye? manju-nahi , wo sunidhi malkin ne sambhal lia daadi aur dhirendra seedha kamre mai jati hai jaha kabita aur sunidhi bed main baithe the aur uske paas kamini aur sulochana bhi khade the jo ki sambhal rahe the dono ko dhirendra- kya huya ,aab thik to ho na kabita-haan, wo subha sai chakkar aarahe hai aur unti  jaysa lagg rhaa hai  daadi-tabiyat to kharab nahi huye hai teri  kabita-wo sunidhi ka bhi yea haal hai  daadi sunidhi ki aur …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

.
Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker