Shaadi Ke Baad

Shaadi Ke Baad – 19

Shaadi Ke Baad – Part 19 story update Agle din Atul ke office jaane ke baad Supriya ghar ka kaam karne ke baad baithi hi thi ki uske ghar ki doorbell baji. Usne dekha ki bahar Megha khadi thi. Woh use dekh kar bahut hi khush ho gayi. Woh ek insaan thi jise woh apne ma. Megha – Kya baat hai bhai, na koi call na message na tum aayi wapas aane ke baad. Aisi kya narazgi. Update 19 Agle din Atul ke office jaane ke baad Supriya ghar ka kaam karne ke baad baithi hi thi ki uske ghar ki doorbell baji. Usne dekha ki bahar Megha khadi thi. Woh use dekh kar bahut hi khush ho gayi. Woh ek insaan thi jise woh apne mann ki baat bina kisi judgement ke bata sakti thi. Pichle kayi dino se uske mann mein kayi baatein chal rahi thi aur ab Atul ne ye Rahul ke roleplay naam ki musibat alag khadi kar di thi. Megha – Kya baat hai bhai, na koi call na message na tum aayi wapas aane ke baad. Aisi kya narazgi. Supriya – Aree Megha, kya batayu yaar, itna kuch chal raha tha na. Par sach mein main aapko hi yaad kar rahi thi 1-2 dino se. Megha – Barabar mein toh rehti hu. Jab ji chahe ghanti baja deti. Ya tumhare pati ne finally tumhe convince kar diya ki main badchallan hu. Supriya ne apne kaan pakde aur bola – Sorryyyyy! Sach mein.  Megha haste hue ghar ke andar aa gayi aur woh dono baaton mein lag gaye. Supriya ne waise toh use sab kuch bata rakha tha siwaye kuch cheezo ke. Abhi woh Dhruv wali kahani chhedne ke mood mein nahi thi. Waise bhi uske liye woh chapter ab close ho chuka tha. Ab toh ye nayi samasya khadi ho gayi thi. Supriya ne Megha ko sab kuch bataya. Related Articles Shaadi Ke Baad – 120 10 hours ago Shaadi Ke Baad – 119 10 hours ago Shaadi Ke Baad – 118 10 hours ago Shaadi Ke Baad – 117 10 hours ago Supriya – Toh ab aap hi batayo, main kya karu. Atul toh jaise peeche hi pad gaya tha aur mujhe use khush karne ke liye haan karni …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker