Samarpan

Samarpan – 31

Shital uthi aur uske gale lag gayi.

Wasim chup ho gaya. Shital uthi aur uske gale lag gayi. Wasim kuchh pal yun hi khara raha aur fir us ne Shital ko khud se alag kar diya aur baahar jaane laga. Uska chehra bata raha tha ki use bura lag raha tha. Shital fir se use pakad li aur boli “aap udas kyon hote hain. Mujhe jab bhi mouka milega, main aapke paas hi rahungi.”  Wasim ne fir se use khud se alag kar diya aur bola “nahi, tum usi k paas raho. tum usi ki biwi ho.” Shital Wasim ko pakadti hui boli “nahi, aapki patni hun.” Wasim ne Shital ko jor se dhakka deta hua khud se alag kiya aur bola “nahi, mujhse galti ho gayi. Tumhare roop jaal me ulajh gaya tha main. Mujhse bahut badi galti ho gayi. Uff…. Ye kya kardiya maine….” Wasim ne gusse me diwal par jor se mukka mara. Shital fir se Wasim k paas aane ki koshish ki, lekin Wasim ka gussa badh gaya tha. Wasim khud me hi budbuda raha tha “uff… Ye kya kar diya maine. Bahut badi galti ho gayi. Nahiiiiii…. Ye nahi karna chahiye tha… Uff… Mujhe ye samajhna chahiye tha ki main kisi aur ki biwi k sath apne arman pure kar raha hun. Uffff behad ghatiya …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Check Also
Close
Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker