Shaadi Ke Baad – Part 110 story update
Lucknow ke ek hotel ke cafe mein akele baithi hui ek ladki kahin khoyi hui si thi. Uske saamne ek coffee ka cup rakha tha jiski usne ek bhi sip nahi li thi. Uske dimaag mein pichhle kayi mahino ki baatein chal rahi thi. Kitna kuch. Tabhi ek aawaz ne uska dhyaan apni aur kheecha – Kritiiii… welcome back to India… mere NRI dost…
Update 107
Lucknow ke ek hotel ke cafe mein akele baithi hui ek ladki kahin khoyi hui si thi. Uske saamne ek coffee ka cup rakha tha jiski usne ek bhi sip nahi li thi. Uske dimaag mein pichhle kayi mahino ki baatein chal rahi thi. Kitna kuch badal gaya tha, balki sab kuch hi toh badal gaya tha.
Tabhi ek aawaz ne uska dhyaan apni aur kheecha – Kritiiii… welcome back to India… mere NRI dost…
Kriti ne apne chehre par ek muskurahat laate hue saamne ki taraf dekha jahan Akash khada tha.
Kriti ne usko casual ho kar bola – Aa gaya tu… itna time laga diya…
Akash ne baithte hue apna bag side mein rakha – Tere hi kaam se busy tha. Aur bata kitne dino ke liye aayi hai ghoomne? Do hafte ho gaye na aaye hue?
Related Articles
Shaadi Ke Baad – 120
October 19, 2026
Shaadi Ke Baad – 119
October 19, 2026
Shaadi Ke Baad – 118
October 19, 2026
Shaadi Ke Baad – 117
October 19, 2026
Kriti …