Sulochana aur Jitendra ke saath Savnaam se judi ghatnayein is hisse mein ek alag pehlu saamne laati hain. Faislon aur chhupe pehluon par dhyan jaata hai aur kahani ke agle kadam ka sandarbh banta hai.
Update-158
kuch din pahele—
sulochana hamesha ki tarha ghar ko samabhalne mein lagi huya the aur ghar ki saree logo ka khana bana he rahe the ki tabhi rajesh sulochana ko aabaz dete huye sulochana ko bulata hai aur jab sulochana rajesh ki paas jati hai tab rajesh usko bahar ghumane le jane ki baath karta hai
Rajesh-mein janta hu ki yea kafe jald baji hai humare riste kai liyea lakin mein phir sai saab kuch sahi karna chahata hu ise liyea mein tumko ghumane le jana chahata hu, taki hum phir sai apne riste ki nayi suruwat kar sake
Sulochana-aapne sahi kaha yea kafe jald waji hai , jo ki kia hai aapne uske baadh aappar
Rajesh-mein janta hu ki mujpar tum poori tarike sai bharosha nahi kar sakti lakin mujhe ek mauka toh do sulocana, phir dekho mein tumhare bharoshe ko kabhi bhi toothne nahi dunga .
Sulochana use waqt kuch sochti huye bolti hai- lakin aapne jo kia uske baadh meire mann mein bass zamindaar ji kai liyea he preem bacha hai . mein wo pyaar aapsai nahi kar sakti jo kabhi karti the.
Rajesh yea baath sunn kar uudas ho jata hai aur phir sulochana ki aur dekhta hai
Rajesh-koi baath nahi sulochana, bhale he tum mujhe wo pyaar nahi do lakin mein phir bhi tumko chahunga, kyu ki tumhari khusi he meri khusi hai sulochana, bhale he tum zamindaar ji ko chaho lakin ise liyea mera pyaar tumhare prati kabhi kaam nahi hoga,
“kya Rajesh mere liyea badal sakte hai , kya sach mein wo mujsai itna pyaar karte hai ? kya mujhe unpar bharosha kar sakti hu? yea sawal sulochana aapne aap sai kuch dino tak pooch rahe the aur iska jabab janne kai liyea Sulochana Rajesh ko bata deti hai ki wo zamindaar ji kai saath ghumne kai liyea bahar jane wali hai jisko sunn kar Rajesh ka udas ho gaya tha lakin wo sulochana jane kai haan bol …