Sulochana aur Sunidhi ke saath Rajesh se judi ghatnayein is hisse mein ek alag pehlu saamne laati hain. Faislon aur chhupe pehluon par dhyan jaata hai aur kahani ke agle kadam ka sandarbh banta hai.
Update-49
dushre taraf
akash ki faisla sunne kai baadh kabita apne chahere par muskan lia apne kamre ki aur badhte hai aur waha apne choti bahen sunidhi ko thoda aasu bahate huye dekhte hai
kabita-sunidhi, kya huya tujhe tu ro kyu rahe hai
kabita ja kar sunidhi kai paas baith jati hai
sunidhi-kuch nahi didi ,bas wo unhone thoda daat lia to
kabita- aare pagli akash tere lia to yea sab kar raha hai aur tu khus na ho kar aapne aankhe bhega rahe hai
sunidhi-ji jante hu didi lakin main yea sab kayse karungi ,mujhe to baise bhi yaha bura mante hai
kabita-kon manta hai bura tujhe pagli, main to nahi mante
Related Articles
Ghar Ka Sikandar – 40
2 minutes ago
Ghar Ka Sikandar – 39
2 minutes ago
Ghar Ka Sikandar – 38
2 minutes ago
Ghar Ka Sikandar – 37
2 minutes ago
sunidhi-janti hu ki aap nahi mante didi,lakin wo daadi aur baki sab ki liyea to main bas ek daasi hu na jo haan sai haan milati hai
kabita-yea kya bol rahe hai tu aab ise ghar ki bahu hai aur akash ki aurat aur akash ne bhi to yahe kaha na ki tu uske auat hai aab
sunidhi-lakin dushre to mujhe bura manenge ki maine unko kaha hoga
kanita sunidhi ki paas jate hai aur uske ser ko apne kandhe par rakh dati hai aur usko santh karne ki koshish karte hai
kabita-yea teri galat fami hai koi tumko bura nahi manega aur teri lia akash apne daadi sai bahes kar raha hai to tu kya uske liyea yea choti se jimmadari nahi sambhal sakte?
sunidhi-ji sambhalungi
kabita-yea huye na mere choti bahen jayse baath, aab saanth ho ja
tab us kamre mai savnam aajati hai
savnam- badi maa , badi maa
kabita-aare sabnam ,kya huya
savnam-kuch bana dijiyea na kafe bhook lagi hai
kabita-kitchen mai koi aur nahi hai kya?
savnam- hai to lakin mujhe jo pasand hai usko aapki aalaba koi bana nahi sakta
kabita sunidhi ko pyar sai peeth sahala kar sabnam ki saath kitchen ki taraf badhne lagti hai
kabita-chalo beti, kya khana hai? aur tumne akash ko dekha tune wo kaha hai
savnam-wo kamini maa ki saath bahar gaye hai ,……..aur kuch paise bhi chaheyea badi maa ,dila do na plz
kabita-thik hai le lena mujsai
savlam kabita kai gale lagg jati hai aur kas kar pakad lati hai khusi sai
savnam-thank you , you are the best badi maa
dushre taraf—
sham ko 4 …