Arundhati aur Dhirendra ke saath Sulochana se judi ghatnayein is hisse mein ek alag pehlu saamne laati hain. Faislon aur chhupe pehluon par dhyan jaata hai aur kahani ke agle kadam ka sandarbh banta hai.
Update-112
ghar lauthte dekh akash apne hato ko dekhne lagg gaya tha jo ki aab ek khoon sai range huye usko dekh rahe the lakin ise baath ka pachtaba usko nahi tha aur nahi hone wala tha kyu ki us truck driver ki wajay se usko bahen savnam ko chot lagi the . aur uske karan he akash ne apne goli us driver ki sene main dagi the , dushre taraf jitendra ne 2 goli ise liyea dagg diaa taki truck driver ki moth ki wajay akash na bane . akash ghar jate waqt bhi jo sab uske saath ghat chuka hai uske baare mai socchta he ja rahe tha .
dushre taraf ganv mai , kabita almari khol kar sab cheeje thik kar rahe the ki uska dhyan wohi memory card par jati hai jisko sruti ne akash ko dia tha, jiko pakadte huye kabita ki mann mai sawal uuthne lagg jate hai ki aakhir ise memory card mai aaysa kya hai aur yea janne kai liyea wo memory card ko akash akash ki laptop sai connect kar deti hai jo ki almari mai 1 shal ho gaye pada tha aur waha wo saree sachai dekhti aur sunte huye wo shocked ho jati hai . kabita apne ser mai haath rakh deti hai yea sab sunn kar kitabhi zamindaar ki gadi ghar ki seema kai aandar dakhil hoti hai aur gadi aane ki dhwani kabita ko sunai deti hai . kabita laptop ko bandh kar deti hai aur kamre sai nikalne he wali the ki akash ko kamre ki darbaze par khada pati hai , aur akash ko dekhte he wo aapne mood ko switch kar ki ek badi ki smile deti hai
kabita-aaare aagaya tu? , main kab sai tera he intezar kar rahe the, kaha chahala jata hai aaj kal bina bataye, main kitne pareshan ho rahe thi pata bhi hai tujhe
akash yea baath sun kar kisi tarha ki reaction nahi deta hai kabita ki aur bina palki jhapkaye bas dekhta he ja raha tha , apne baath ka koi bhi jabab na pa kar kabita akash ki jati aur aapne haath uske gal par rakh deti hai aur poochti hai
kabita-kya huya aayse kyu dekh raha hai?, waise kyu mil aaya unse? , kya boli wo yea toh bata ?, aare bol bhi ?
main-sunidhi kaha hai ( akash seedha sawala poochta hai )
kabita-wo sulochana kai sang bachoo ko sambhal rahe hai
main-unko le kar aap ghar ki piche wali kua kai paas aayo
kabita-aare tujhe kya ho gaya kya bolna hai yaha bol ya phir karne ka ……………
kabita aage bolni he wali the lakin tab wo apne bete ki aankhoo mai dekh kar samajh jati hai ki wo ise baath ko le kar mazak ki mood mai bilkul bhi nahi hai
kabita-thik hai beta
akash ghar ki piche ki aur jane lagg jata hai aur kabita sunidhi ko bula kar uske saath ghar ki piche ki taraf jane lagg jati hai
Related Articles
Ghar Ka Sikandar – 159
1 second ago
Ghar Ka Sikandar – 158
1 second ago
Ghar Ka Sikandar – 157
3 seconds …