Update-134
Main jab jail pahucha main baas yehe soch raha tha ki aab kya hoga , aab kya hoga? maa, suraj ka kya hoga ? dono toh insab main yaha phas gaye hai , main jab jail mai tha bas yahe soch raha tha , main janta tha ki main aaj nahi toh kal jail sai nikal jayunga lakin tab tak maa or baki sab thik rahe main bas yahe soch raha tha or yea ghabrahat mujhe kis sai the?, pratab , maine pratab dada ko choice dia tha ki humare family sai dur rahe lakin unhone ne maire baath nahi mani or sayad manna he nahi chahate hai or yea jo sab hamle huye hai unko dekh kar lagg yeahe raha hai ki wo poore ghar kai mard banna chahate hai or aagar mera luch saath nahi deta toh sayad wo bann bhi jate
main jail mai jab tak tha bas yeahi soch raha tha ki aakhir dadaji ko main mar payunga ya nahi or mujhe jabab aapne aapsai mila tha nahi, main unko nahi mar sakta , bhale he maine itne logo ko banduk sai mout kai ghat uutar dia tha lakin pratab ko marna mere liyea ek tarha sai namumkin tha kyu ki wo mere he chote dadaji the . main tab sochne laga tha ki aakhir main unko mar nahi sakta toh kisi tarha rok toh jarur sakta hu or tab mujhe yaad aaya ki main unko rokne kai liyea jail ki salakho kai peeche pahucha he sakta hu or uske liyea mainre pas ek he rasta tha mere dadaji kai mout ka raaj, main aab janta tha ki pratab ne he mere dadaji ko mara hai wajaj jo bhi ho mujhe iske parwha kuch maheno sai nahi the , or hoga bhi kyu ?
main janta tha ki marne wala mera dadaji koi mahan insan toh tha nahi, lakin aab unke mouth ka mai faida uuthana chahata tha , main aab chahata tha ki kisi tarha unke murder mai pratab ka naam aahe jaye toh mai apne poorre taqat laga deta unko salakho kai peeche pahuchane mai lakin investigation jis hisab sai chal rahe the waha dur dur tak kisi na naam samne nahi aaraha tha , nahi security officer ko koi subut mil rahe the or nahi security officer aage badh pa rahe the , aab mujhe lagne lagg gaya tha ki aab koi rasta he nahi hai ki tabhi mujhe Disha kai mu sai Anjali kaki naa naam sunte he main apne aap sai kuch sawal puchna suru kar he deta hu
kya yea sab jaruri hai ? haan sayad hai aur iski siba koi rasta bhi toh nahi hai , yea anjali kaki yea sab kyu kar rahe hai, kya maksad hai uska ? wo aakhir mujhe bahar kyu lana chahati hai , sayad phir sai mujhe marna chahati hai , hmmm maire or savnam ki saath bhi toh yahe kia tha jiski liyea main unko maaf kar he dia tha lakin unhone phir sai wahi kia hai jiske liyea ab mai unko maaf nahi kar sakta ek taraf toh pratab maire bhai or Disha ki piche pada huya hai or baath itni aage badh chuki hai ki aab piche hata nahi ja sakta , sayad main lucky hu jo unsab sai bach gaya barna sayad aab mere ghar wali usne under mai kaam karte or yea main hone nahi de sakta , isko rokne kai liyea bas do he raste hai , ya toh Disha ko unke hawale kar du, nahi nahi anjali kaki ab insab sai aage nikal chuki hai .
Sunidhi , pratab sunidhi ko chahata hai jo main usko lane nahi de sakta or dushra rasta – Anjali kaki, Pratab dada inki he parwha karte hai aagar main inko he uuthwa du( jaan sai nahi re baba) toh yea ladai aage nahi badhne wali, pratab anjali kaki kai uper jaan chidakta hai toh itna sab lakin isme bas ek he khatra hai Jitendra kaka
akash yea soch kar ek smile deta hai kyu ki wo janta tha ki jitendra kaka usko jaan sai toh nahi marne wali
Akash- Disha , Anjali ko bolo ki tum mujhe akele layogi . usko call karo
phone par-
Related Articles
Ghar Ka Sikandar – 127
1 second ago
Ghar Ka Sikandar – 126
2 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 124
5 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 123
7 seconds ago
Disha-main akash ko ghar sai bahar akele lane kai liyea taiyar hu bolo kav lana or kaha?
Anjali-hmm yea huye na Disha wali baath , 3 din baadh ____ ganv ki ____-jagha par le aayo, or wo akela he hona chahiye …