Arundhati aur Dhirendra ke saath Jitendra se judi ghatnayein is hisse mein ek alag pehlu saamne laati hain. Faislon aur chhupe pehluon par dhyan jaata hai aur kahani ke agle kadam ka sandarbh banta hai.
Update-127
jayse suraj use haath ko dekhte huye uper ki taraf dekhta hai wo shocked ho jata hai .
Akash-tum dono thik ho
yea sunte he suraj ki saath saath disha ki uper ki aur dekhne lagg jati hai aur shocked ho jati hai aur sochne laggti hai ki yea yaha kayse?
suraj toh apne aankhoo par yaakeen he nahi kar pata thode der , aur nahi disha, wo bas shocked ho kar akash ko he dekh rahe the aur waha sai hil he nahi rahe the un dono kai liyea waqt ruk sa gaya tha , akash un dono ki sakl dekha kar apne gun nikalta hai aur dushmano ki taraf dhai dha bam bam kar ki goliaa chalane lagg jata hai ..
akash-in dono ko cover karo aur piche le jao
akash aur uske aadmi aage ki gadi ko goliooo sai challi karne latta jata hai , use baath sunte he do admi daudta huya suraj aur disha ki aur aakar unko uutha kar side kar lete hai , akash ki aadmi aab 5 dushmano ko goli se challi kar ki usneke haath , pair aur ser mai goli maar he chuke the aur akash bhi apne pistol sai ek ki khopdi uuda deta hai jisko dekh kar suraj shocked ho jata hai , zamindaar ki admi bina ruke akm aur m4 sai goli dagte ja rahe the jiisse samne ka koi bhag bhi nahi pa raha tha , ek ek karki sab niche girte he ja rahe the , dushman ki aadmi aab kare bhi toh kya bas yeahi soch rahe the lakin bo kar kuch nahi sakte the kyu ki aab wo charo taraf sai ghir chuke the aur apne ek ek bandoo ko khote he ja rahe the , jald he wo 5 main sai 4 ho jate hai aur 4 mai sai 3 aur phir 2
dushman admi-hum haar mante hai , humko mat maro
yea bol kar dono apne hatiyaar phek niche gira dete hai tab akash bhi apne logo ko goli chalane sai rok deta hai aur uske aadmi ruk he jate hai . tab dushman ki dono admi aage aakar niche zameen par baith jate hai surrender karne kai liyea
Related Articles
Ghar Ka Sikandar – 130
1 second ago
Ghar Ka Sikandar – 13
4 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 129
7 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 128
9 seconds ago
suraj mann he mann mai – bhaiya aakhir yaha kar kya rahe hai aur hume yaha kayse dhund lia
tab suraj disha ko waha chod kar aage apne bhai ki taraf aana lagg jata hai aur akash ki paas aahe raha tha ki tab akash un dono hamlabar ki taraf jane lagg jata hai
akash-tum log ho kon
hamlabar 1- pratab pratabji ki liyea kaam karte hai
akash-in dono par pratab toh goli nahi chalwayega
hamlabar2- unhone he dono ko khatam karne kai liyea bola tha
yea sab suraj paas khada huya sunn raha tha , tab akash unlogo ki or badhne lagg jata hai aur apne apne pistol aage ki taraf padha kar uski ser kai paas tan deta hai , tab suraj sochne lagta hai ki bhaiya aakhir kar kya rahe hai, aur gun kuy tani hai aur aachanak sai bangg bangg ki dhawni sunai deti hai or dono hamla kane wali ki lash niche zameen par gir jati hai jisko dekh kar suraj ko yakeen nahi ho raha tha ki uske bade bhai ne aayse he un dono ki ser mai goli dagg di
suraj–bhaiya wo wo wo aadmi
akash– gadi mai baitho
suraj-wo main, yaha sai nahi jana
itna he bola tha ki security wale suraj ko dono bajuoo ko apne haath sai pakad lete hai aur usko sedha gadi ki piche seat mai betha dete hai aur uske side mai baith jate hai , aur dusha ek admi jo ki disha ki side mai baitha tha wo disha ki haath pakad leta hai aur usko usko uutha kar ke aata hai or ek alag gadi …