Sunidhi aur Pratab ke saath Savnam se judi ghatnayein is hisse mein ek alag pehlu saamne laati hain. Faislon aur chhupe pehluon par dhyan jaata hai aur kahani ke agle kadam ka sandarbh banta hai.
Update-126
zamindaar ki ganv kai bahar jane ki baath pratab ko pata chal gaye tha, aur wo samajh he gaya tha ki zamindaar ja raha hai toh aapne bhai ko dhundne kai liyea he ja raha ho, ise liyea wo apne aadmii ko jald sai jald suraj aur Dista tak pahuchne kai liyea bol deta hai taki Suraj ko jald mar sake aur disha ko apne paas la sake, or pratab ki aadmi ko malum padd gaya tha ki Suraj kaha kaam kar raha hai or pratab ka admi aaj suraj ko ghar dabojhne kai liyea cafe ki paas he khada tha aur dekh raha tha ki suraj kab aayega lakin wo aahe nahi raha tha..
dushri taraf-
Sruti ko pakad ki hotel kai aandar le aaya jata hai aur akash aur kabita bhi waha aajate hai , tab sruti kafe nase mai the toh uski nasa thoda uutarwa dia jata hai ..
Maa- yea ladki Sruti hai ? dekh toh waise he rahe hai
main-dekhe toh ho tum, 30 ki hai ye
Sruti-28 ki hu main, 30 ki nahi
Maa-yea bhadak kyu rahe hai ?
Main-Sruti , tum kuch jayse he pe rahe ho aaj kal
Related Articles
Ghar Ka Sikandar – 127
2 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 126
4 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 125
6 seconds ago
Ghar Ka Sikandar – 124
7 seconds ago
sruti-kyu na piyu?, iske aalaba or hai hi kya ?
Main-jo huya usse pareshan ho kya?
Sruti-or kiss cheez sai hungi bhala , wo pratab ki maa ki
Main-famous tum hona chahati the, maine tumko ise khatre kai baare mai sachet kia bhi tha lakin tum kuch jayda aage jane ki sochi
Maa-yea kiss baare mai bol rahe hai
main-pratab ki saath pange lene ki
sruti-tab mujhe kya pata tha ki wo mere piche padd jayega ** tumko mujhe rokna chahiyea tha **
Main-tum yaha kar kya rahe ho ?
Sruti-chutti manane aaye the aur aab sayad nahi mana nahi payungi
Maa-aaysa kyu bhala?
Sruti-hello my self Sruti ( kabita kayse he puchte hai sruti thode nase me rahene kai karan usko apna introduction dene lagg jati hai )
Maa-ok, main janti hu, mi kabita
Sruti-hello kabita u look hot and sexy
Maa-isko sayad nimbu pani pilana sahi rahega
main-haan call mangwa lo
Dsuhre taraf—
Disha-aaj tum kaam par nahi ja rahe ho
Suraj- na maine waha ki naukri chod di
Disha-kyu? kya huya
Suraj-waha mere baare mai koi puch tach kar raha tha sayad wo pratab ki aadmi he honga ,sayad unko humare yahad hone ka pata
chal gaya hai
Disha-toh aab kya hota
Suraj-koi nahi maine soch lia hai ki main apna hulia change kar dunga taki kisi ko pata na chale aur tum bhi , ek kaam karo zulfe
color karwa do
Disha-isse kaam banega
Suraj-bann toh jana he chahuyea
Disha-thik hai lakin , lakin hume tumhare ghar walo ko
Suraj-nahi disha main tumsai dur nahi hona chahata
suraj Disha kai kande par apne haath rakh kar usko yea baath bolta hai aur …