Arundhati aur Dhirendra ke saath Raghunath se judi ghatnayein is hisse mein ek alag pehlu saamne laati hain. Faislon aur chhupe pehluon par dhyan jaata hai aur kahani ke agle kadam ka sandarbh banta hai.
Update-113
akash ko jayse he kabita yaad dilati hai wo seedha apne kamre mai jata hai aur tabhi laptop ko apne bed par pata hai jayse kisi ne khol kar rakha ho, aur akash sedha kabita ki aur dekhta hai
kabita- maine he laptop on lia tha
main-video mai kya hai ?
kabita- khud dekh loge toh behatar hoga ,maine poore video nahi dekha
akash laptop ko on kar ki us video ko phir sai on karta hai aur video mai sruti ki poochne par anjali ka kibulnama dekhta hai jaha anjali khud bolte hai ki accident kai liyea paise usne he dia the aur yea sun kar akash shocked ho jata hai . wo sochne lagta hai aakhir anjali kaki yea sab kyu kar rahe hai , unko aakhir yea sab kar ki kya milega? akash anjali kaki ko thoda aachaa mann raha tha lakin aaj yea baath sun kar uske bhrm bhi dur ho gaya . wo video ko aur thode aage
dekhne laggta hai ki tab
Sruti- pratab ki ghar ka koi kamjor kadi bann sakti hai toh wo damini hai , uske saaath kuch toh bura huya hai, aur aagar tum chaho toh apne manjil pane kai liyea damini ko use kar sakte ho ,zamindaar, aur lagg aaysa raha hai ki anjali sab kuch pratab ki liyea he kar rahe hai
main-maa ,tum aur kya kya janti ho jo mujko chupa rahe ho
kabita-jayda nahi
main-maa, baath ka seedha jabab do
kabita- main bas yea janti the ki tum aapne dadaji ki baare main poochtach kar rahe ho
main-aur yea baath tumko kisne bataya
kabita-Arundhati aur usko saree khabre security officer hawaldar milte the
main-tumne mujhe niras kia hai maa, main sochrahe the ki tum mujko saree baath batati the lakin, tum toh
kabita-maine yea sab tere bhale kai liyea kia akash
main-toh main aur ek baar poochna chahata hu ki , dadaji kai mout par aapka koi haath toh nahi , aagar hai toh mujhe saaf saaf bata dijiyea maa
kabita-main saach bol rahe hu akash , mera irada aaysa kabhi na tha na hai , main bas unlogo ko unki aukat dekha rahe the. aur main aur ek baath batana chahati hu, maine us bunty ki bibi ko aapne paas rakhi hu taki
main-kya? mujhe puche baiger tumne …