Shaadi Ke Baad

Shaadi Ke Baad – 117

Shaadi Ke Baad – Part 117 story update Iqbal ke intezaar mein Supriya ki bechaini badhti jaa rahi thi. Bahar kaafi raat ho chuki thi aur Hina bhi so chuki thi. Par uski aankhon se neend koson door thi. Woh baar baar ghar ke chhote se jharokhe se bahar ki taraf jhaankti. Tabhi ghar ke saamne ek auto ke rukne ki aawaz aayi. Darwaze par dastak hone se pehle hi Supriya ne lapak kar ghar ka darwaza khol diya. Update 114 Iqbal ke intezaar mein Supriya ki bechaini badhti jaa rahi thi. Bahar kaafi raat ho chuki thi aur Hina bhi so chuki thi. Par uski aankhon se neend koson door thi. Woh baar baar ghar ke chhote se jharokhe se bahar ki taraf jhaankti. Pata nahi kyun uska dil ghabra sa raha tha. Mann mein yehi khayal aa raha tha ki agar Iqbal wapas nahi aaya toh unka kya hoga. Tabhi ghar ke saamne ek auto ke rukne ki aawaz aayi. Darwaze par dastak hone se pehle hi Supriya ne lapak kar ghar ka darwaza khol diya. Saamne Iqbal khada tha. Uske chehre par din bhar ki thakaan saaf thi, par aankhon mein ek ajeeb si chamak aur muskurahat bhi thi. Supriya ko dekhte hi usne apni peeth ke peeche chhupa hua ek chota sa mithai ka dabba aage kar diya. Iqbal excited hota hua bola – Mera pehla din kafi achha gaya. Yeh lo, muh meetha karo. Iqbal ne dabbe mein se ek barfi ka tukda nikaalte hue Supriya ke honthon ke beech mein ghusa diya. Supriya ne jaldi se barfi ko apne haath se pakda aur ek chhoti si bite lete hue baaki apne mutthi mein bhar li. Related Articles Shaadi Ke Baad – 120 8 hours ago Shaadi Ke Baad – 119 8 hours ago Shaadi Ke Baad – 118 8 hours ago Shaadi Ke Baad – 116 8 hours ago Iqbal – Hina kahan hai… use bhi toh bulayo? Dono ghar ke andar aa gaye they aur Supriya ne bahar ke …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker