Shaadi Ke Baad

Shaadi Ke Baad – 47

Shaadi Ke Baad – Part 47 story update Poori raat Supriya sochti rahi ki aakhir Atul ki hua kya tha. Usne kyu itni sharab pee thi? Kahin use Rahul aur uske baare mein toh pata chal gaya tha? Agar pata chal gaya tha toh woh kya karega? Aur usse bhi jyada Supriya kya kar. Woh jab subah uthi toh usne kamre se bahar aa kar dekha aur Atul abhi bhi sofa par hi leta hua tha. Supriya ko Atul ko iss halat mein dekh kar gussa aa raha tha. Usne ek baar pehle hi Atul ko bol diya. Update 45 Poori raat Supriya sochti rahi ki aakhir Atul ki hua kya tha. Usne kyu itni sharab pee thi? Kahin use Rahul aur uske baare mein toh pata chal gaya tha? Agar pata chal gaya tha toh woh kya karega? Aur usse bhi jyada Supriya kya karegi? Ghar wale aur poori duniya kya kahegi? Agar Atul use chhod dega toh kya woh Rahul ke saath apna jeevan bitana chahegi? Par shayad aisa kuch bhi na ho, kya pata usne bas aise hi sharaab pee ho bas. Inhi sab sawalon mein uski poori raat beet gayi. Woh jab subah uthi toh usne kamre se bahar aa kar dekha aur Atul abhi bhi sofa par hi leta hua tha. Supriya ko Atul ko iss halat mein dekh kar gussa aa raha tha. Usne ek baar pehle hi Atul ko bol diya tha ki woh sharaab nahi piye par Atul ne kal raat toh kuch jyada hi pee li thi shayad. Supriya ne Atul ki peeth par haath rakh kar use jagane ke liye hilaya. Supriya – Atul… Atul… utho…. hosh bhi hai aapko kitna time ho gaya… Atul ki aankhein halki halki khuli – Uhhhh… kya….. Supriya – Aapko pata hai main kitna pareshaan thi kal raat se… Atul – Thoda dheere bolo na… itni tez kyu bol rahi ho… Related Articles Shaadi Ke Baad – 120 11 hours ago Shaadi Ke Baad – 119 11 hours ago Shaadi Ke Baad – 118 11 hours ago Shaadi Ke Baad …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker