Shaadi Ke Baad

Shaadi Ke Baad – 46

Shaadi Ke Baad – Part 46 story update Thursday ki shaam aa gayi thi, aur Supriya meeting room mein US wale client se meeting karne jaa rahi thi. Kitna acha hafta gaya tha uska, Kriti ke murjhaye hue chehre ko dekh kar toh jaise use poote hafte aur bhi energy mili thi. Halanki uske saath is project par Akash ne bhi kaam kiya tha, aaj use kisi personal kaam se office se jaldi nikalna tha. Shaam ke 7 – 7.30 baje they aur jyadatar log office se jaa chuke they. Sahil si. Update 44 Thursday ki shaam aa gayi thi, aur Supriya meeting room mein US wale client se meeting karne jaa rahi thi. Kitna acha hafta gaya tha uska, Kriti ke murjhaye hue chehre ko dekh kar toh jaise use poote hafte aur bhi energy mili thi. Ab bas use is client ka order mil jaye toh isse behtar kya hi ho sakta tha. Halanki uske saath is project par Akash ne bhi kaam kiya tha, aaj use kisi personal kaam se office se jaldi nikalna tha. Shaam ke 7 – 7.30 baje they aur jyadatar log office se jaa chuke they. Sahil sir abhi bhi apne cabin mein baithe kaam mein lage they. Pata nahi woh ghar jaate bhi they ya nahi, itne mahino mein Supriya ne toh unhe ghar jaate nahi dekha tha aur subah bhi woh usse pehle hi apne cabin mein baithe hote they. Supriya apni presentation lekar meeting room mein pahuchi. Use lagbhag 2 mahine ho gaye they is project par kaam karte karte aur aaj akhir kaar use Michael se meeting mil hi gayi thi. Michael jo Mike ke naam se jaana chahta tha, unki company ke saare purchase orders approve karta tha, aur uski marzi ke bina ye order pass nahi hone wala tha. Supriya ki baatcheet ab tak sirf Danny se hi hui thi jo Mike ne neeche tha. Danny bahut hi hasmukh sa ladka tha, jisse Supriya bhi khoob hasi majak kar liya karti thi aur use aisa lag raha tha …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker