Shaadi Ke Baad

Shaadi Ke Baad – 45

Shaadi Ke Baad – Part 45 story update Shaam hote hote tak Supriya ka mood kafi hadd tak theek ho gaya tha. Jo kuch pichle din hua, us soch kar ab Supriya ko itna bura nahi mehsoos ho raha tha. Shayad yehi fayda tha uska job karne ka. Ghar baithe baithe woh kayi baar k. Monday subah hi kuch achi khabar aayi thi jisse Supriya ko lag raha tha ki ab shayad woh US wala client aakhir maan hi jaye. Unhe Supriya ke bheje hue samples kafi ache lage they, par woh abhi bhi woh. Update 43 Shaam hote hote tak Supriya ka mood kafi hadd tak theek ho gaya tha. Jo kuch pichle din hua, us soch kar ab Supriya ko itna bura nahi mehsoos ho raha tha. Shayad yehi fayda tha uska job karne ka. Ghar baithe baithe woh kayi baar kuch jyada hi soch kar depression mein chali jaati thi. Par aaj office ki chehel pehel ne uske mann mein chhaye kaale baadalo ko hata diya they, aur woh apne kaam par ache se concentrate kar paa rahi thi. Monday subah hi kuch achi khabar aayi thi jisse Supriya ko lag raha tha ki ab shayad woh US wala client aakhir maan hi jaye. Unhe Supriya ke bheje hue samples kafi ache lage they, par woh abhi bhi woh order dene mein thoda time laga raha they. Par ab aakhir kaar Danny ka boss – Mike, who ek kala insaan tha, ek meeting ke liye maan gaya tha. Supriya aur uski video conference is hafte ke end mein schedule ki gayi thi. Supriya us meeting ko le kar kafi excited thi, agar unhe ye order mil jaata hai toh shayad Vikram sir kaafi khush ho jayenge. Aur unki khushi se badi toh kya baat ho sakti thi. 5 baje tak Supriya ka …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker