Shaadi Ke Baad

Shaadi Ke Baad – 37

Shaadi Ke Baad – Part 37 story update Aaj kitne dino baad Supriya ghar par akeli thi. Aaj na toh office tha aur na hi Atul ghar par tha. Aur acha hi tha ki Atul ghar par nahi tha kyunki kal raat un dono ki jam ke ladai hui thi. Atul ne pata nahi gusse mein kya kya bol. Raat ka gussa subah bhi nahi utra tha aur Atul bina naashta kiya aur bina khaana liye ghar se nikal gaya tha. Kahin na kahin Atul bhi apni jagah sahi hi tha. Par Supriya ko lag raha tha ki woh bhi gal. Update 37 Aaj kitne dino baad Supriya ghar par akeli thi. Aaj na toh office tha aur na hi Atul ghar par tha. Aur acha hi tha ki Atul ghar par nahi tha kyunki kal raat un dono ki jam ke ladai hui thi. Atul ne pata nahi gusse mein kya kya bol diya tha. Supriya ne apne aap ko shaant rakhne ki koshish kari thi, kyunki na toh usme ladayi karne ki himmat bachi thi aur na hi woh Atul ko sab kuch samjha sakti thi. Par fir bhi uske muh se bhi kuch toh nikal hi gaya tha. Raat ka gussa subah bhi nahi utra tha aur Atul bina naashta kiya aur bina khaana liye ghar se nikal gaya tha. Kahin na kahin Atul bhi apni jagah sahi hi tha. Par Supriya ko lag raha tha ki woh bhi galat nahi thi. Atul bewajah hi us par itna chilla raha tha. Khair ab toh woh shaam tak wapas nahi aane wala tha aur kuch ghante toh Supriya shaanti se apni chutti mana sakti thi. Jo kuch bola gaya us mein sabse jyada use Atul ki ye baat chubhi thi ki aaj kal woh kuch jyada hi ban than kar office jaati hai. Atul ne apni baat toh poori nahi ki thi par woh uska matlab samajh gayi thi. Supriya ne bhi gusse mein use doosri auraton ko ghoorne ka ilzam laga diya tha, khaas kar apni kaamwali ko. Isse toh jaise uska paara aur bhi garam ho gaya tha. Ab jab shaanti se Supriya baith kar soch rahi thi toh Atul ko ye bolna toh uska galat tha. Atul waise toh kafi shareef insaan hi tha, haan usne use kayi baat Karuna ko ghoorte hue pakda tha. Par fir Karuna bhi toh aise kapde pehen kar aati thi, koi bhi mard dekhega hi. Kal jo hotel mein hua woh bhi zahir taur par uske dimaag mein chal hi raha tha. Us baare mein sochte sochte Supriya ne kuch kadiyaan toh aapas …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker