Shaadi Ke Baad

Shaadi Ke Baad – 32

Shaadi Ke Baad – Part 32 story update Monday ko office mein Supriya ka din kaafi busy jaa raha tha. Friday ko jo bhi meeting mein hua uske liye woh abhi bhi thodi si embarrassed thi, shayad usne kuch jyada hi over react kar diya tha. Par naye din ke josh mein woh sab. Din mein use Atul ka call aaya – Hey, aaj mujhe office late ho jayega, tum khaana kha lena. Update 32 Monday ko office mein Supriya ka din kaafi busy jaa raha tha. Friday ko jo bhi meeting mein hua uske liye woh abhi bhi thodi si embarrassed thi, shayad usne kuch jyada hi over react kar diya tha. Par naye din ke josh mein woh sab kuch bhoolne ki koshish kar rahi thi. Din kafi busy hi jaa raha tha, routine ke kaam ke saath saath Sahil ne Supriya ko aur bhi kaam pakda diye they. In naye kaamo ko dekhte hue Supriya ne bhi baareki se aur cheezo ko samajhni shuru kar diya tha. Unki company kafi alag alag tarah ke garments export karti thi. Ye maal alag alag desho mein jaata tha jaise England aur America. Din mein use Atul ka call aaya – Hey, aaj mujhe office late ho jayega, tum khaana kha lena. Supriya – Hey, acha…par kyu? Atul – Aree woh boss shaam ko ek client ki party mein jaa rahe hai aur unhone mujhe bhi saath chalne ke liye bola hai. Supriya – Ohhhhh, toh party mein jaa rahe ho akele akele… Atul – Koi enjoy karne nahi jaa raha bas kaam ke liye hi jaa raha hoon. Related Articles Shaadi Ke Baad – 120 10 hours ago Shaadi Ke Baad – 119 10 hours ago Shaadi Ke Baad – 118 10 hours ago Shaadi Ke Baad – 117 10 hours ago Supriya – Acha theek hai jayo… Atul – Tum auto karke ghar chali jayogi na… Supriya – Haan, aap pareshaan mat ho, main ghar pahuch jayungi. Atul – Theek hai, chalo bye… Supriya phone rakh kar fir se kaam mein lag gayi. Beech mein use khayal aaya ki us din Rahul ne bola tha ki …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker