Shaadi Ke Baad

Shaadi Ke Baad – 15

Shaadi Ke Baad – Part 15 story update Taxi me Supriya ko pata chal gaya tha ki Atul ne sirf ek-do sip nahi li hai. Woh baar baar jhool kar uske upar gir raha tha. Aage taxi wala bhi baar baar apne mirror mein Supriya aur Atul ko dekh raha tha. Supriya ko ghabrahat bhi. Taxi se utarte hi Supriya ne watchman ko awaaz lagayi. Update 15 Taxi me Supriya ko pata chal gaya tha ki Atul ne sirf ek-do sip nahi li hai. Woh baar baar jhool kar uske upar gir raha tha. Aage taxi wala bhi baar baar apne mirror mein Supriya aur Atul ko dekh raha tha. Supriya ko ghabrahat bhi ho rahi thi aur gussa bhi aa raha tha. Ek toh itni raat, aur upar se Atul ki ye halat. Thodi der mein unki society bas aa hi gayi thi, par jis tarah se woh taxi wala Supriya ko dekh raha tha use acha na lag raha tha. Taxi se utarte hi Supriya ne watchman ko awaaz lagayi. Supriya – Bhaiya… please meri help karoge kya. Watchman use dekhte hi pehchan gaya tha – Haan madam, bataiye, kya hua. Supriya – Jara inko upar tak pahuchane mein help karenge kya. Atul gaadi se utar gaya tha par uske kadam …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker