Shaadi Ke Baad

Shaadi Ke Baad – 13

Shaadi Ke Baad – Part 13 story update Agle 2-3 din Supriya ne Atul se jyada baat nahi kari, woh abhi bhi usse gussa thi. Atul ne Supriya ko manane ki koshish toh ki, par woh office ke kam ki wajah se bhi late aa raha tha, so baat itni bani nahi. Ek shaam usne office s. Rahul – Aur kya chal raha hai Supriya. Update 13 Agle 2-3 din Supriya ne Atul se jyada baat nahi kari, woh abhi bhi usse gussa thi. Atul ne Supriya ko manane ki koshish toh ki, par woh office ke kam ki wajah se bhi late aa raha tha, so baat itni bani nahi. Ek shaam usne office se jaldi nikal ka ghar jaane ka socha, aur apne saath Rahul ko bhi le gaya, kyunki use pata tha ki Rahul ke saamne woh gussa nahi karegi. Rahul ke saamne Supriya ne normal tarah se baat karne ki koshish kari, par kahin na kahin uska kharab mood Rahul ko dikh raha tha. Rahul – Aur kya chal raha hai Supriya. Supriya – Kuch bhi nahi, kafi dino baad aaye ho tum. Ya Atul tumhe kheech kar saath laaye hai aaj. Rahul – Ehhhmm, aisa kuch nahi, aise hi socha, kafi din ho gaye they. Tum logo ki ladai chal rahi hai kya. Supriya – Nahi toh. Sab badiya hai. Kyu, …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker