Shaadi Ke Baad

Shaadi Ke Baad – 11

Shaadi Ke Baad – Part 11 story update Yehi koi 7-8 ghante baad train finally Lucknow pahuch gayi. Supriya ne isse pehle kabhi kisi train station par itni bheed nahi dekhi thi. Bheed mein woh kisi tarah Atul ko follow kar rahi thi, aur usne notice ki bahut saari nazre. Raat ho chuki thi aur woh taxi pakad kar apne flat ki society mein pahuche. Unka flat ek 10 manjila building mein 6th floor par tha, aur upar jaane ke liye lift thi. Neeche ek security guard khada tha. Update 11 Yehi koi 7-8 ghante baad train finally Lucknow pahuch gayi. Supriya ne isse pehle kabhi kisi train station par itni bheed nahi dekhi thi. Bheed mein woh kisi tarah Atul ko follow kar rahi thi, aur usne notice ki bahut saari nazre us par thi. Jaise log us ghoor rahe ho har jagah. Raat ho chuki thi aur woh taxi pakad kar apne flat ki society mein pahuche. Unka flat ek 10 manjila building mein 6th floor par tha, aur upar jaane ke liye lift thi. Neeche ek security guard khada tha jisne Atul ko salute maara. Supriya kafi thaki hui thi par fir bhi excitement mein usne flat ka har kona tabhi dekh daala. Ye ek 2 BHK ka flat tha, jisme ek chota tha living room aur kitchen thi, aur ek balcony bhi jisse neeche society ki entrance dikhayi deti thi. Waise toh ye flat Atul ke Gwalior wale ghar se kafi chota tha, par Supriya ko flat kafi acha laga. Use kafi excitement thi is naye shehar mein rehne ki. Dono change karke bed par aa gaye, aur ek doosre ko kiss karte hue ek doosre ki baahon mein thak kar so gaye. Agle din Sunday tha toh dono der take soye. Subah uthte hi Supriya balcony mein bahar ka nazara dekhne gayi aur …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker