Shaadi Ke Baad

Shaadi Ke Baad – 10

Shaadi Ke Baad – Part 10 story update Us din ghar aa kar Dhruv aur Supriya ne ek doosre se jyada baat nahi kari. Raat ko Supriya ne jo hua uske baare mein thoda socha bhi aur use laga ki Dhruv ne use kiss apni girlfriend ko impress karne ke chakkar mein kiya tha, so s. 2-3 din baad Sarita ne Supriya ko bataya ki woh ek din ke liye Haridwar ja rahi hai. Usne Atul aur Supriya ki shaadi ho jaane par Haridwar mein pandito ko khana khilane ka sankalp liya tha. Uske saath. Update 10 Us din ghar aa kar Dhruv aur Supriya ne ek doosre se jyada baat nahi kari. Raat ko Supriya ne jo hua uske baare mein thoda socha bhi aur use laga ki Dhruv ne use kiss apni girlfriend ko impress karne ke chakkar mein kiya tha, so subah aane tak usne baat ko mann se nikal diya. Dhruv agle din thoda normal sa tha par fir bhi thoda door door.  2-3 din baad Sarita ne Supriya ko bataya ki woh ek din ke liye Haridwar ja rahi hai. Usne Atul aur Supriya ki shaadi ho jaane par Haridwar mein pandito ko khana khilane ka sankalp liya tha. Uske saath Arpita aur Vineet bhi ja rahe they.  Sarita – Atul ke papa market ke kaam ki wajah se nahi ja pa rahe hai. Par Chachi toh ghar par hi thi toh woh sab ka khayal rakh lengi. Tum pareshan mat hona. Supriya – Ek hi din ki toh baat hai mummy ji, isme kya pareshan hona. Aap aaram se jayo. Agle din, Sarita …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker