Dosto, apne last mai padha.. Mene mud kar dekha to mohan uncle aur manish baatein karte huye car ke paas aate huye dikhyi diye. Unke hath mai sharab thi aur cigarette pi rahe the.
Mai car ke piche the aur car ki hight hone ki wajah se vo shayad muje dekh nahi paye, par mai unki baatein saaf sun sakta tha. Unki baatein sun kar mai shock ho gaya. Ab aage..
Manish ne kaha, yaar mohan bada kismat wala hai tu, itni mast item type aurat ki kamar mai hath daal kar tune enjoy to bahot kiya hoga na.
Manish ki baat par mohan ki hansi gunji, aur kaha, yaar manish mai to tera ehsaanmand rahunga ki tune meri aaj ki shaam yaadgar bana di. Haa yaar bohot maza ayaa kavya ke sath. Aaj se pehle mene kavya ko aesi nazar se kabhi nahi dekha. Magar aaj jo subah hua us waqiye ne to muje kavya ka diwana bana diya hai.
Manish, aesa kya hua tha zara muje bhi to …