Hindi Sex StoriesUncategorized

Pushkar Ki Hawas Kab Puri Hogi?

Aap logon ne meri pehli story ki bahot tarif ki hain, iske liye shukriya. Pichli story mein pushkar bangalore mein apne punjabi padosi aditya ke sath kaise dosti phir sharirik sambandh banata hain yeh tha. Uske baad, woh dono kareeb 2 saal tak ek rishtey mein they, woh log livein couples ki tarah ek hi flat mein rehne lag gaye, pushkar aur aditya ke beech mein sirf sharirik sambandh hi nahi tha, woh ek dusre se pyaar karne bhi lag gaye the. Pushkar ka pehla pyaar tha aditya ,uske puri duniya hi badal gayi thi aditya se milne ke baad, lekin kehte hain na kismat mein jo hota hain. Akhir wohi hona hota hain, aditya ke parents mane he nahin ke unka beta ek dusre ladke ke sath puri zindagi bitayega. Bahot jhagre, taqlifien aur emotional black mail ke baad aditya ne pushkar ko chor diya aur mumbai shift ho gaya, shaadi ki.. Aditya aur pushkar ke pehli baar ek hone ki kahani par ne ke liye aap log yahan par click kare! Pushkar toot gaya tha, dukh iss baar aisa tha ke mano zindagi jeena mushkil ho jaye, waise uski mushqil aur zyada thi, kyunke jis ghar par woh rehta tha, woha itni sari yaadien thi, ek hi office area mein usko roz jana par ta tha, sab kuch mil milake uska dam ghutne laga. Wo raat raat tak jaga rehta, office mein uska performence kharab ho gaya, raat ko sota nahin tha, aur kae baar usne suicide karne ka socha, kuch din baad ek raat ko usne aditya ko call kiya, par usne phone kaat diya,phir usne whatsapp mein ek message dekha. Related Articles Us Ghar Ke Andar 20 | Hindi Romantic Stories April 21, 2026 Us Ghar Ke Andar 19 | Hindi Romantic Stories April 20, 2026 Us Ghar Ke Andar 18 | Hindi Romantic …

💬 కొత్త కథలు ,ఎపిసోడ్ అప్డేట్స్ కోసం ఏదైనా డౌట్స్ ఉంటె టెలిగ్రామ్ లో జాయిన్ అవ్వండి
📲 ఇప్పుడే మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి!

📢 కొత్త కథలు వెంటనే Telegramలో!
👉 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి 👈

🔥 और भी हॉट हिंदी कहानियाँ पढ़ना चाहते हैं?
👉 यहाँ क्लिक करके बेस्ट कहानियों का कलेक्शन देखें
🔥 और भी हॉट हिंदी कहानियाँ पढ़ना चाहते हैं?
👉 यहाँ क्लिक करके बेस्ट कहानियों का कलेक्शन देखें
🔥 और भी हॉट हिंदी कहानियाँ पढ़ना चाहते हैं?
👉 यहाँ क्लिक करके बेस्ट कहानियों का कलेक्शन देखें
🔥 और भी हॉट हिंदी कहानियाँ पढ़ना चाहते हैं?
👉 यहाँ क्लिक करके बेस्ट कहानियों का कलेक्शन देखें

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
📲 మా Telegram ఛానల్‌లో చేరండి
Join Telegram Join our Telegram Channel

Adblock Detected

please remove ad blocker